SEARCH RESULTS
Showing search results for "نڈھال"
Ghazal MATCHES FOR "نڈھال"
Ghazal
chalne kaa hausla nahii.n ruknaa muhaal kar diyaa
ishq ke is safar ne to mujh ko niDhaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
chup chup makaan raaste gum-sum niDhaal vaqt
is shahr ke liye ko.ii diivaanaa chaahiye
Nida Fazli
Ghazal
har ek jism ruuh ke azaab se niDhaal hai
har ek aa.nkh shabnamii har ek dil figaar hai
Shahryar
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kaun saa qaafila hai ye jis ke jaras kaa hai ye shor
mai.n to niDhaal ho gayaa ham to niDhaal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n reza reza to hotaa huu.n har shikast ke ba.ad
magar niDhaal bahut der tak nahii.n rahtaa
Noon Meem Danish
Ghazal
mehraab me.n diye kii tarah zindagii guzaar
mu.nh-zor aa.ndhiyo.n me.n na KHud ko niDhaal kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
KHushii sii miltii hai KHud ko aziyyate.n de kar
so jaan-buujh ke dil ko niDhaal rakhte hai.n
Wasi Shah
Ghazal
mai.n huu.n tiraa KHayaal hai aur chaa.nd-raat hai
dil dard se niDhaal hai aur chaa.nd-raat hai
Wasi Shah
Ghazal
ab shahr-e-aarzuu me.n vo ra.anaa.iyaa.n kahaa.n
hai.n gul-kade niDhaal ba.Dii tez dhuup hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
ko.ii aavaaz na aahaT na KHayaal aise me.n
raat mahkii hai magar jii hai niDhaal aise me.n
Naseer Turabi
Ghazal
masaafat-e-shab-e-hijraa.n me.n chaa.nd bhii 'ajmal'
thakan se chuur Gamo.n se niDhaal ho gayaa hai