SEARCH RESULTS
Showing search results for "نگارش"
Ghazal MATCHES FOR "نگارش"
Ghazal
vo jis ko aaj bhii kuchh log husn kahte hai.n
ba-sad-nigaarish-e-paiham faroKHt hotaa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
kitaab kholii to lafzo.n ke saath bahne lage
ajab tilism thaa us shaKHs kii nigaarish me.n
Khaleel Tanveer
Ghazal
chup hai andaaz-e-nigaarish to ko.ii baat nahii.n
bol uThe.n lafz-o-ma.aanii to mujhe KHat likhnaa
Mutrib Nizami
Ghazal
ye un kii nigaarish hai yaa duusro.n kii utran
ye saarii ba.Dii baate.n hai.n kaun sii urdu me.n
Jafar Raza
Ghazal
har mo.D pe miltii hai.n tahayyur kii lakiire.n
pahle kii tarah tarz-e-nigaarish bhii nahii.n hai
Khalid Raheem
Ghazal
tirii nigaah-e-nigaarish-talab ko kyaa maaluum
ki harf-o-saut se guzraa to kyaa se kyaa hu.aa mai.n
Talib Husain Talib
Ghazal
Bebak Bhojpuri
Ghazal
andaaz-e-bayaa.n tuu ne siikhaa ye nayaa 'shaakir'
ab tarz-e-nigaarish me.n aazaad-KHayaalii hai
Shakir Naiti
Ghazal
tahriir jo chehro.n kii kitaabo.n me.n thii likkhii
tum Gaur se pa.Dhte to nigaarish bhii bahut thii
Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
mai.n jis ko sochtaa rahtaa huu.n raat-din 'ahmad'
usii ne rang bhare hai.n mirii nigaarish me.n
Muhammad Atiq Ahmad
Ghazal
mujh ko maujuud to har mo.D pe vo lagtaa hai
chaa.nd taaro.n kii nigaarish se ayaa.n ho ki na ho
Jafar Sahni
Ghazal
har mo.D pe miltii hai.n tahayyur kii lakiire.n
pahle kii tarah tarz-e-nigaarish bhii nahii.n hai
Khalid Raheem
Ghazal
chaahuu.n ki haal vahshat-e-dil kuchh raqam karuu.n
bhaage.n huruuf vaqt-e-nigaarish qalam se duur