SEARCH RESULTS
Showing search results for "نگراں"
Ghazal MATCHES FOR "نگراں"
Ghazal
haa.n bazm-e-shabaana me.n hama-shauq jo us din
ham the tirii jaanib nigaraa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
raat bhar husn par aa.e bhii ga.e sau sau ra.ng
shaam se ishq abhii tak nigaraa.n hai ki jo thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dekhegii jo ik pal me.n mirii aa.nkh se tujh ko
ho jaa.egii duniyaa tirii jaanib nigaraa.n aur
Bismil Sabri
Ghazal
jab ko.ii haadsa-e-kaun-o-makaa.n hotaa hai
zarra zarra merii jaanib nigaraa.n hotaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ye lutf to dekho ki vo mahfil me.n mirii samt
nigaraa.n hai.n ki jaise mujhe pahchaan rahe hai.n
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
kis tarah nikal bhaaguu.n mai.n ab aa.nkh bachaa kar
sad chashm se yaa.n hai nigaraa.n daam hamaaraa
Shah Naseer
Ghazal
aa.ina siina-e-saahab-nazaraa.n hai ki jo thaa
chehra-e-shaahid-e-maqsuud ayaa.n hai ki jo thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kis martaba thii hasrat-e-diidaar mire saath
jo phuul mirii KHaak se niklaa nigraa.n thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
'majruuh' kahaa.n se guhar-e-gandum-o-jau laa.e.n
apnii to girah me.n yahii chashm-e-nigaraa.n hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
gosha-e-amn nahii.n aaj bhii bulbul ko nasiib
chashm-e-sayyaad bahar-suu nigaraa.n aaj bhii hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
mere maalik ne tujhe aa.ina-daarii de kar
nigaraa.n tujh ko mire husn-e-nazar par rakkhaa
Abbas Tabish
Ghazal
terii aa.nkho.n kaa ajab turfa samaa.n dekhaa hai
ek aalam tirii jaanib nigraa.n dekhaa hai
Habib Jalib
Ghazal
ye samajhte hu.e maqsuud-e-nazar hai tuu hii
mai.n tire husn kii jaanib nigaraa.n kyuu.n na hu.aa
Shakeb Jalali
Ghazal
majaal kyaa ki na manzil bane nishaan-e-vafaa
safiir-e-KHud-nigraa.n gard-e-raah ho.n to sahii
Kishwar Naheed
Ghazal
mai.n ne mahsuus kiyaa hai ki kisii kii vo nazar
merii jaanib nigaraa.n ho to Gazal hotii hai
Pirzada Qasim
Ghazal
zindagii KHvaab magar KHvaab-e-haqiiqat-nigaraa.n
ham ye kis nii.nd me.n bedaar hu.e baiThe hai.n
Pinhaan
Ghazal
lillaahil-hamd ki darbaar-e-KHaraabaat kii KHaak
surma-e-diida-e-saahib-nazraa.n hai ab tak
Josh Malihabadi
Ghazal
vo sub.h ke taare kii jhapakne sii lagii aa.nkh
kuchh der zaraa diida-e-anjum-nigaraa.n aur