SEARCH RESULTS
Showing search results for "نیزہ"
Ghazal MATCHES FOR "نیزہ"
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
bar-sar-e-dosh rahe yaa sar-e-neza yaa-rab
haq-parastii kaa na saudaa kabhii sar se nikle
Ummeed Fazli
Ghazal
neza zamii.n pe gaa.D ke gho.De se kuud jaa
par mai.n zamii.n pe aabla-paa KHaalii haat huu.n
Bashir Badr
Ghazal
yakka-taaz o neza-baaz o arbada-juu tund-KHuu
teG-zan dashna-guzaar o naavak-afgan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
saro.n ke phuul sar-e-nok-e-neza ha.nste rahe
ye fasl suukhii hu.ii Tahniyo.n pe phaltii rahii
Irfan Siddiqi
Ghazal
khultii jaatii hai shafaq ra.ngii-e-KHuu.n-taa-ba-sahar
shab ke siine me.n jo paivast hai neza dekho
Jameel Malik
Ghazal
ajiib log hai.n laasho.n me.n zindagii ke nishaa.n
har ek jism me.n neza chubho ke dekhte hai.n
Saleem Siddiqui
Ghazal
girtaa nahii.n masaaf me.n bismil kisii tarah
ab dast-e-neza-kaar ko thak jaanaa chaahiye
Irfan Siddiqi
Ghazal
Muzdam Khan
Ghazal
kartaa hai ko.ii turk-dilaa neza-baaziyaa.n
dumbaala surme kaa ye nahii.n chashm-e-yaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
paikaan-e-neza-o-rasan-o-daar hai gavaah
sar de ke sar-buland-e-vafaa ham hu.e ki tum
Rais Amrohvi
Ghazal
ye vaqt-e-naz.a miraa chaaraagar samajh paayaa
bas ek lafz mohabbat kaa thaa davaa merii
Hina Rizvi
Ghazal
ulaT-palaT mirii aah-e-sahar kii kyaa hai kam
agar KHayaal tumhe.n hove neza-baazii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ubharte Duubte manzar me.n kis kii raushaniyaa.n
kalaam-e-haq sar-e-neza sunaane vaalaa kaun
Irfan Siddiqi
Ghazal
ye kyaa turfa-tamaasha hai siyaasat kaa
kahii.n KHanjar kahii.n neza chamaktaa hai
Faragh Rohvi
Ghazal
dushman-vushman neza-veza KHanjar-vanjar kyaa
ishq ke aage maat hai sab kii lashkar-vashkar kyaa