SEARCH RESULTS
Showing search results for "وعدۂ_فردائے_قیامت"
Ghazal MATCHES FOR "وعدۂ_فردائے_قیامت"
Ghazal
ho kaash vafaa vaada-e-fardaa-e-qayaamat
aa.egii magar dekhiye kab aa.e qayaamat
Fani Badayuni
Ghazal
yaar ne vaada-e-fardaa-e-qayaamat to kiyaa
shak hai ai naala-e-dil terii karaamaat me.n kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
fardaa-e-qayaamat kaa va.ada tiraa pursaa.n hai
ab kitnii bachii.n saa.nse.n ab kitnii bachii duniyaa
Ata Abidi
Ghazal
aaj hii aaj hai fardaa-e-qayaamat maujuud
do gha.Dii aur jo ha.ngaama-e-raftaar rahaa
Anwar Dehlvi
Ghazal
Nadir Kakorvi
Ghazal
ham ko to roz-e-hashr kaa bhii kuchh yaqii.n nahii.n
kyaa muntazir huu.n vaada-e-fardaa-e-yaar ke
Gopal Mittal
Ghazal
guzregaa roz-e-hashr bhii ab intizaar me.n
shaamil hai ye bhii vaada-e-fardaa-e-yaar me.n
Abdussalam Nadvi
Ghazal
dil phir shikaar-e-vaa'da-e-fardaa-e-dost hai
phir se hu.e hai.n maut ke saamaa.n na.e na.e
Begum Mumtaz Mirza
Ghazal
fardaa-e-qayaamat kaa na iqraar karo jaa.n
lo hashr sahii aaj hii diidaar dikhaa.o
Rind Lakhnavi
Ghazal
Muhammad Ayyub Zauqi
Ghazal
phir nigaar-e-chaman-e-vaadii-e-fardaa-e-bahaar
gul-ba-dast-e-mah-o-anjum ba-jabii.n aa.egaa
Salam Machhli shahri
Ghazal
qayaamat hai jo aise par dil-e-ummiid-vaar aa.e
jise va.ade se nafrat ho jise milne se aar aa.e
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
Riyazi Burhanpuri
Ghazal
de mohabbat to mohabbat me.n asar paidaa kar
jo idhar dil me.n hai yaa rab vo udhar paidaa kar