SEARCH RESULTS
Showing search results for "ٹھٹھرے"
Ghazal MATCHES FOR "ٹھٹھرے"
Ghazal
ThiThure hu.e badan ko haraarat na mil sakii
chhat par cha.Dhe to dhuup ke saa.e simaT ga.e
Sultan Akhtar
Ghazal
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
Ramz Azimabadi
Ghazal
raat bhar ThiThure kisii ke 'ahd par ham
kyaa KHabar thii is qadar paara giregaa
Satya Prakash Soni
Ghazal
Nusrat Mehdi
Ghazal
tamaam-raat dhu.aa.n saa uchhaaltii rahii raat
rukii to ThiThure hu.e haath-paa.o.n jalne lage
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
ab to sarmaa kii shab ban ke ThiThure hai KHuu.n
aur kab tak tumhaarii tamannaa karuu.n
Zia Jalandhari
Ghazal
Zulfeqar Ahmad Tabish
Ghazal
bistar pe aasmaan ke ThiThure hai chandr-maa
baadal idhar-udhar se dabaa lenaa chaahiye
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
Nazakat Ullah Khan Faiz
Ghazal
Yaqoob Rahi
Ghazal
barf kii suurat pighaltaa jaa rahaa huu.n raat-din
kaun saa sho'la mire ThiThure hu.e paikar me.n hai
Sultan Sajid
Ghazal
kaT mare apne qabiile kii hifaazat ke liye
maqtal-e-shahr me.n Thahre rahe jumbish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
ye umr-e-gurezaa.n kahii.n Thahre to ye jaanuu.n
har saa.ns me.n mujh ko yahii lagtaa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
kab Thahregaa dard ai dil kab raat basar hogii
sunte the vo aa.e.nge sunte the sahar hogii