SEARCH RESULTS
Showing search results for "پختہ_کار"
Ghazal MATCHES FOR "پختہ_کار"
Ghazal
kis ke kahne se tark-e-mai 'taalib'
KHaam hai shaiKH puKHta-kaar nahii.n
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
mujhe ye Dar hai muqaamir hai.n puKHta-kaar bahut
na rang laa.e kahii.n tere haath kii KHaamii
Allama Iqbal
Ghazal
ye puKHta-kaar taGazzul KHayaal ke bal par
Gazal ke shar-e-qafas me.n guzaar aa.egaa
Shaad Aarfi
Ghazal
'ajiib chiiz hai nazro.n kii puKHta-giirii bhii
jo puKHta-kaar bahut the vo KHaam bhii nikle
Ustad Azmat Hussain Khan
Ghazal
aasaa.n nahii.n mu'aamla us puKHta-kaar se
letaa hai jins-e-dil ko bhii sau baar dekh kar
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
kamaal-e-ishq ko farhaad-o-qais kab pahu.nche
vo puKHta-kaar hai dil jis kaa baar baar aaya
Dagh Dehlvi
Ghazal
vo kar rahe the mujh ko vafaa.o.n me.n puKHta-kaar
mashq-e-sitam hai madd-e-nazar imtihaa.n na thaa
Shakir Naiti
Ghazal
Khar Dehlavi
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
agar un kii talab hai puKHta-kaar-e-aarzuu ho jaa
havas kii KHaam-kaarii ai dil-e-naashaad rahne de
Wali Kakoravi
Ghazal
Ehsas Muradabadi
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
haqiiqat-e-fareb-e-husn aalam aashkaar kii
ye ibtidaa-e-fatah hai junuun-e-puKHta-kaar kii
Iqbal Sohail
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
sailaab aa jaane par us bastii kii
saarii puKHta-kaarii kachchii rah jaatii hai