SEARCH RESULTS
Showing search results for "پرچھائی"
Ghazal MATCHES FOR "پرچھائی"
Ghazal
nazar ko qurb-e-shanaasaa.ii baa.nTne vaale
kabhii to haath aa parchhaa.ii baa.nTne vaale
Haneef Rahi
Ghazal
duur karne ko ye tanhaa.ii kahaa.n se aa.ii
tuu nahii.n hai to ye parchhaa.ii kahaa.n se aa.ii
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
jism aisaa hai ki faulaad bhii sharminda ho
dhuup aisii hai ki parchhaa.ii pighal saktii hai
Saleem Siddiqui
Ghazal
miraa vajuud udaasii kii ek parchhaa.ii
mirii hayaat pe chhaa.o ki raat bhaarii hai
Akhtar Orenvi
Ghazal
mere dil me.n jazb ho kar rah gayaa teraa vajuud
tuu jise haasil vo parchhaa.ii uThaa kar le gayaa
Vijendra Singh Parwaz
Ghazal
ham to parchhaa.ii hai.n bas ishq kii ai teG-e-vaqt
ham ko kaaTe se bhalaa ishq kaa kyaa ho jaanaa
Chandrashekhar Pandey Shams
Ghazal
aa.ina saamne rakh kar na yahaa.n baat karo
ye vo bachche hai.n jo parchhaa.ii se ghabraate hai.n
Ubaid Najibabadi
Ghazal
Salman Khayal
Ghazal
ba.ad muddat ke kabhii mujh se milii kahne lagii
merii parchhaa.ii bhii mujh ko ajnabii kahne lagii
Sandeep Gupte
Ghazal
Yayawar Deewana
Ghazal
ik taraf vo fikr-e-fardaa zehn parchhaa.ii hu.ii
ik taraf ye zindagii yaado.n kii Thahraa.ii hu.ii
Adeel Shakir
Ghazal
kabhii jo KHvaab me.n aatii hai us kii parchhaa.ii
hamaarii aa.nkh me.n ik aa.ina chamaktaa hai
Nirmal Nadeem
Ghazal
mazaa hai mai-kashii kaa abr me.n aaj
falak parchhaa.ii hai rahmat KHudaa kii
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
Hema Kandpal Hiya
Ghazal
mujh se bichh.Dii merii parchhaa.ii kise aavaaz duu.n
tuu bataa ai daur-e-tanhaa.ii kise aavaaz duu.n
Anjuman Mansury Arzoo
Ghazal
maut bhii parchhaa.ii ban kar saamne jab aa.egii
rafta-rafta us ko apnii jaan karte jaa.e.nge