SEARCH RESULTS
Showing search results for "پسینہ"
Ghazal MATCHES FOR "پسینہ"
Ghazal
ye pasiina vahii aa.nsuu hai.n jo pii jaate the ham
'aarzuu' lo vo khulaa bhed vo TuuTaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ho gayaa miTTii agar meraa pasiina suukh kar
dekhnaa mere daraKHto.n par samar aa jaa.egaa
Asim Wasti
Ghazal
milaa diyaa hai pasiina bhale hii miTTii me.n
ham apnii aa.nkh kaa paanii bachaa ke rakhte hai.n
Hastimal Hasti
Ghazal
ab itr bhii malo to takalluf kii buu kahaa.n
vo din havaa hu.e jo pasiina gulaab thaa
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
halaal rizq kaa matlab kisaan se puuchho
pasiina ban ke badan se lahuu nikaltaa hai
Aadil Rasheed
Ghazal
kiyaa hai jo kuchh zikr mujh dil-jale kaa
pasiine me.n bilkul nahaa.e hu.e hai.n
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
sochaa bhii tum ne dasht chaman kaise ban gayaa
mehnat kaa ye araq ye pasiinaa nahii.n to kyaa
Mohsin Zaidi
Ghazal
pasiina ashk hasrat be-qaraarii aaKHirii hichkii
ikaTThaa kar rahaa huu.n aaj saamaan-e-safar apnaa
Qamar Jalalvi
Ghazal
mujhe bataa.o ko.ii kaam phir se karne kaa
mai.n apnaa KHuun pasiina badal ke aayaa huu.n
Akbar Masoom
Ghazal
mai.n ne chhe.Daa qissa-e-jaur-e-falak
jaane kyuu.n un ko pasiina aa gayaa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
havaa ho garm ki ThanDii pasiina suukhtaa hai
vo meraa dost hai achchhaa hai yaa buraa mire dost
Paras Mazari
Ghazal
pasiina aa gayaa un ko kiyaa va.ada jo aane kaa
burii hai naaz bardaarii nazaakat aa hii jaatii hai