SEARCH RESULTS
Showing search results for "پچاس"
Ghazal MATCHES FOR "پچاس"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
pachaas logo.n se vo roz miltii hai aur mai.n
kisii ko dekh luu.n to us kaa mu.nh utar jaa.e
Kushal Dauneriya
Ghazal
pachaas miil hai KHushkii se bahriya-town
bas ek ghanTe me.n achchhaa zamaana aataa hai
Idris Babar
Ghazal
ham is tamiiz ke saath us ke paas baiThte hai.n
ki jaise shaah ke qadmo.n me.n daas baiThte hai.n
Amulya Mishra
Ghazal
rozo.n me.n gar paas apne aa.e vo rashk-e-qamar
bosa ham iftaar ko maa.nge.n lab-e-atyab ke do
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
vo tiis saal se hai vahii biis saal kii
ham KHair se pachaas se aage nikal ga.e
Sarfaraz Shahid
Ghazal
lo pachaas bhii ab to KHair se hu.e puure
ye tamaashaa kyaa 'alvii' saaTh saal karnaa hai
Mohammad Alvi
Ghazal
shu.uur vaale hii golii chalaanaa jaante hai.n
mai.n mutma.in huu.n mire aas-paas paagal hai.n
Kazim Husain Kazim
Ghazal
mire janaaze ko bas chaar log kaafii hai.n
kisii ko hogii zaruurat pachaas logo.n kii
Hina Rizvi
Ghazal
pachaas saal kii yaado.n ke naqsh aur naqshe
vo ko.ii nisf sadii qabl kaa zamaana-e-huu
Rais Amrohvi
Ghazal
ye ishq ik imtihaan to le mai.n paas kar luu.n
huduud huu.n to huduud saarii cross kar luu.n
Zeeshaan sajid
Ghazal
badan ke paas KHushii kii asaas ho kar bhii
rakhaa hai Gam se ta'alluq udaas ho kar bhii
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
ye kyaa ki tere hote bhii ko.ii udaas ho
jaise ko.ii ri.aayatii number se paas ho
Mohsin Ahmed
Ghazal
Ateequllah
Ghazal
ye zindagii tamaam bitaa dii hai pyaas me.n
phir kyo.n har ek raat bitaate hai.n aas me.n