SEARCH RESULTS
Showing search results for "چشم_قاتل"
Ghazal MATCHES FOR "چشم_قاتل"
Ghazal
Shauq Bijnori
Ghazal
chashm-e-qaatil hame.n kyuu.nkar na bhalaa yaad rahe
maut insaan ko laazim hai sadaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
chashm-e-qaatil mirii dushman thii hamesha lekin
jaisii ab ho ga.ii qaatil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
jis se milte hai.n milaate hai.n ajal se us ko
chashm-e-qaatil me.n tumhaarii ye kamaal achchhaa hai
Raja Naushad Ali Khan
Ghazal
jaan par merii ban aa.ii hai KHudaa KHair kare
chashm-e-qaatil ko kare ab ko.ii mastuur zaraa
Ashraf Ashar
Ghazal
naGma-o-mai kaa fusuu.n apnii jagah hai lekin
chashm-e-qaatil ko hii andoh-rubaa kahte hai.n
Mohammad Shoaib Mirza
Ghazal
ham to jaa.n haar chale hai.n pa tum ai nik.hat-e-gul
chashm-e-qaatil kii mashiyyat se alag ho jaanaa
Aila Tahir
Ghazal
Moin Alvi Khairabadi
Ghazal
Noor Ahmad Shaikh
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
Bekhud Mohani
Ghazal
Mustafa Husain Nayyar
Ghazal
mu.nh chhupaa qaatil ki terii hii taraf
tak rahii hai chashm-e-qurbaanii sariih