SEARCH RESULTS
Showing search results for "گوشہ"
Ghazal MATCHES FOR "گوشہ"
Ghazal
KHalq kahtii hai jise dil tire diivaane kaa
ek gosha hai ye duniyaa isii viiraane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
agarche gosha-guzii.n huu.n mai.n shaa.iro.n me.n 'miir'
pa mere shor ne ruu-e-zamii.n tamaam liyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mirii gosha-nashiinii ek din baazaar dekhegii
zaruurat kar rahii hai be-qaraar aahista aahista
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
aafiyat kaa ko.ii gosha bhii nahii.n chho.Dtii hai
aur duniyaa miraa rasta bhii nahii.n chho.Dtii hai
Meraj Faizabadi
Ghazal
yahii kanaar-e-falak kaa siyah-tarii.n gosha
yahii hai matla-e-maah-e-tamaam kahte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Meer Anees
Ghazal
goshe me.n tirii chashm-e-siyah-mast ke dil ne
kii jab se jagah KHaana-e-KHummaar bhii chho.Daa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
paayaa sar-e-har-zarra jigar-gosha-e-vahshat
hai.n daaG se ma.amuur shaqaa.iq kii kulaahe.n
Mirza Ghalib
Ghazal
haasil-e-ulfat na dekhaa juz-shikast-e-aarzuu
dil-ba-dil paivasta goyaa yak lab-e-afsos thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n gosha-giir hu.n sadiyo.n se apne hujre me.n
masaaf-e-bai.at-o-paimaan me.n nahii.n aataa
Irfan Siddiqi
Ghazal
mai.n kyaa karuu.n miraa gosha-nashiin honaa bhii
pa.Dosiyo.n ke liye vaaqi.a banaa hu.aa hai
Shahid Zaki
Ghazal
achchhaa hu.aa ki gosha-nashiinii kii iKHtiyaar
'aashufta' aur is ke sivaa raasta na thaa
Aashufta Changezi
Ghazal
kahtaa hai 'adam' mujh ko har ik gosha-e-hastii
aayaa hai to kuchh sair-e-KHaraabaat kiye jaa