SEARCH RESULTS
Showing search results for "ہانپتا"
Ghazal MATCHES FOR "ہانپتا"
Ghazal
mai.n hii thaa manzilo.n pe pa.Daa haa.nptaa
raasto.n me.n Thahartaa hu.aa mai.n hii thaa
Mohammad Alvi
Ghazal
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
ab mai.n huu.n faqat aur ko.ii haa.nptaa sahraa
aa.ii thii mire saath un ashko.n kii kumak tak
Musavvir Sabzwari
Ghazal
hamaare sabr ne us ko thakaa diyaa itnaa
ye mo.ajaza hai ki maqtal me.n zulm haa.nptaa hai
Raza Mauranvi
Ghazal
sulagtii dhuup ne is darja kar diyaa be-taab
mujhii se saaya meraa haa.nptaa nikal aayaa
Hasan Nizami
Ghazal
Chandrabhan Khayal
Ghazal
resha resha zaKHm thaa lauTaa safar se jab 'shamiim'
aur mujh se bhii ziyaada haa.nptaa thaa raasta
Syed Ahmed Shameem
Ghazal
raushnii phailii to apnii be-gharii ke KHauf se
ik laraztaa haa.nptaa saayaa mire Dar se uThaa
Asif Rasheed Asjad
Ghazal
bijlii ke taar pe baiThaa hu.aa ha.nstaa panchhii
sochtaa hai ki vo jangal to paraayaa hogaa
Kaifi Azmi
Ghazal
sab zide.n us kii mai.n puurii karuu.n har baat sunuu.n
ek bachche kii tarah se use ha.nstaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
ajiib shaKHs hai naaraaz ho ke ha.nstaa hai
mai.n chaahtaa huu.n KHafaa ho to vo KHafaa hii lage