SEARCH RESULTS
Showing search results for "ہوائے_شب"
Ghazal MATCHES FOR "ہوائے_شب"
Ghazal
havaa-e-shab se na bujhte hai.n aur na jalte hai.n
kisii kii yaad ke jugnuu dhu.aa.n ugalte hai.n
Shakeb Jalali
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
havaa-e-shab kaa nahii.n e.atibaar ai 'shaa.ir'
hazaar nii.nd ho aa.nkhe.n magar khulii rakhnaa
Shaayar Lakhnavi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
mai.n ne badal liyaa hai ravayya havaa-e-shab
ab tuu diyaa bujhaa.egii mai.n phir jalaa.uu.ngaa
Fazl Geelani
Ghazal
churaa ke le ga.ii jaane havaa-e-shab kyaa kyaa
uThe to KHvaab-dariichaa khulaa hu.aa niklaa
Khawer Eijaz
Ghazal
aane vaalii thii KHizaa.n maidaan KHaalii kar diyaa
kal havaa-e-shab ne saaraa lawn KHaalii kar diyaa
Aitbar Sajid
Ghazal
havaa-e-shab se kaho aa.e phir bujhaane ko
charaaG ham ne sar-e-shaam phir jalaayaa hai
Makhmoor Saeedi
Ghazal
aa.nkhe.n to khol daur-e-taGayyur hai ham-nashii.n
kuchh khi.Dkiyaa.n to khol ga.ii hai havaa-e-shab
Aziz Hamid Madni
Ghazal
havaa-e-shab mire sho.ale se intiqaam na le
ki mai.n bujhaa to ufuq tak dhove.n u.Daa duu.ngaa
Mahshar Badayuni
Ghazal
Afzal Gauhar Rao
Ghazal
paa.nv me.n Daal dii zanjiir havaa-e-shab ne
phir bhii aazaad hai mausam kii anaa ab ke baras
Abul Khair Nashtar
Ghazal
zaraa duur ziina-e-mehr par miraa taKHt hai
tuu havaa-e-shab zaraa der meraa KHayaal kar
Shaheen Abbas
Ghazal
pardo.n kii sarsaraahaTe.n buu.ndo.n ke ral-taral
khultaa hai dar havaa-e-shab-e-barshgaal se
Irshad Husain Kazmi
Ghazal
panjo.n ke bal kha.De hu.e shab kii chaTaan par
naaKHun se ik KHaraash lagaa aasmaan par
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
fasaana-haa-e-shab-e-Gam hai daastaa.n merii
ga.ii na aah kabhii suu-e-aasmaa.n merii
Aftab Ranjha
Ghazal
havaa-e-hirs-o-havas se mafar bhii karnaa hai
isii daraKHt ke saa.e me.n ghar bhii karnaa hai