SEARCH RESULTS
Showing search results for "अज़बर"
Ghazal MATCHES FOR "अज़बर"
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
apnii KHataa pe sar ko jhukaayaa hai aaj kyuu.n
azbar jo aap ko the bahaane kahaa.n ga.e
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
shakl kuchh yaad hai kuchh bhuul chukii hai us kii
ko.ii din the ki mukammal mujhe azbar ko.ii thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
azbar hai.n yuu.n to kuucha-e-jaanaa.n ke sab nishaa.n
lekin ham us kii raahguzar bhuulne lage
Hasan Abbas Raza
Ghazal
yaad ik shaKHs thaa ik naam hii azbar 'taaraa'
sivaa us ke ko.ii taa-hadd-e-nazar thaa hii nahii.n
Tara Iqbal
Ghazal
log aa.e hii nahii.n mujh ko mayassar aise
jo mujhe kahte ki aise nahii.n 'azbar' aise
Azbar Safeer
Ghazal
mai.n KHush hu.aa thaa use dekh kar magar 'azbar'
daruun-e-dil ko.ii purze malaal karne lage
Azbar Safeer
Ghazal
azbar karaa diyaa hai KHizaa.n ko nisaab-e-gul
sarsar ko dars de ke sabaa kar diyaa gayaa
Ehsan Danish
Ghazal
kitaab-e-husn hai tuu mil khulii kitaab kii tarah
yahii kitaab to mar mar ke mai.n ne azbar kii
Shaz Tamkanat
Ghazal
dekhtaa huu.n to kabhii chaa.nd kabhii phuul hai vo
apnii suurat mujhe azbar nahii.n hone detaa
Jafar Shirazi
Ghazal
chho.Do ye baat-chiit bhii kis kaa hai kyaa hu.aa
achchhaa hu.aa hai yaar jo achchhaa buraa hu.aa