SEARCH RESULTS
Showing search results for "असबाब-ए-हस्त"
Ghazal MATCHES FOR "असबाब-ए-हस्त"
Ghazal
asbaab-e-hast rah me.n luTaanaa pa.Daa mujhe
phir KHaalii haath dahr se jaanaa pa.Daa mujhe
Sidra Sahar Imran
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
yaado.n ke sabz paude ugaane do mujh ko tum
kisht-e-umiid ke hai.n ye asbaab dekhnaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
gulzaar-e-hast-e-buud na begaana-vaar dekh
hai dekhne kii chiiz ise baar baar dekh
Allama Iqbal
Ghazal
suufii ye sahv mahv hu.e sadd-e-baab-e-uns
kyaa imbisaat kaar-gah-e-hast-o-buud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Raza Hamdani
Ghazal
kyaa hai.n asbaab-e-zavaal-e-muslim-e-aashufta-haal
kal jo haakim thaa vo ab mahkuum kaise ho gayaa
Qasim Jalal
Ghazal
ham ko is kaar-gah-e-hast me.n jiine ke liye
aur kyaa chaahiye bas ek nivaalaa paanii
Ziyaul Hasan
Ghazal
thak-haar ke har mo.D pe KHeme na lagaa.o
asbaab-e-KHam-e-raah-guzar Dhuu.nDnaa hogaa
Iqbal Aslam
Ghazal
kuchh aisaa mahv hai asbaab-e-ranj-o-aish me.n dil
ki aish o ranj kii pahchaan hii nahii.n aatii
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
sharh-e-asbaab-e-giriftaarii-e-KHaatir mat puuchh
is qadar ta.ng hu.aa dil ki mai.n zindaa.n samjhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
asbaab-e-maal-o-zar kii husuulii ke baavajuud
hotaa nahii.n bashar kaa guzaaraa kabhii kabhii
Bhagwan Khilnani Saqi
Ghazal
mere Gam-KHaane kii qismat jab raqam hone lagii
likh diyaa min-jumla-e-asbaab-e-viiraanii mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
roz-e-azal se kaar-gah-e-hast me.n 'suhail'
dil hii Gam-e-hayaat kaa mehvar milaa mujhe
Adeeb Sohail
Ghazal
jaane is jalva-gah-e-hast me.n aa.e kyo.n hai.n
ham ki KHud apne liye hai.n na zamaane ke liye
Khursheed Rizvi
Ghazal
aaKHir ayaa.n hu.aa ki maraasim kii zail me.n
asbaab-e-dil-shikastagii paimaan hii kaa hai
Khaavar Jilani
Ghazal
vo asbaab-e-shikast-o-fatah KHud hii jaan jaa.egaa
alam jab haath se chhuuTe to meraa sar liye jaanaa
Zubair Shifai
Ghazal
ba.ad az sadaa-e-kun hu.ii taqsiim-e-hast-o-buud
phirtaa thaa kaa.enaat akelaa uThaa ke mai.n