SEARCH RESULTS
Showing search results for "असली"
Ghazal MATCHES FOR "असली"
Ghazal
go umr basar us kii tahqiiq me.n kii to bhii
maahiyyat-e-aslii ko apnii na zaraa jaanaa
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
ye jhurriyaa.n nahii.n haatho.n pe zo.af-e-piirii ne
chunaa hai jaama-e-aslii kii aastiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
jab ishq apne markaz-e-aslii pe aa gayaa
KHud ban gayaa hasiin do aalam pe chhaa gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
chashm-e-jahaa.n se haalat-e-aslii chhupii nahii.n
aKHbaar me.n jo chaahiye vo chhaap diijiye
Akbar Allahabadi
Ghazal
aap Darte hai.n ki khul jaa.e na aslii chehra
is liye shahr ko aa.iina banaane na diyaa
Manzar Bhopali
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
daftar-e-duniyaa ulaT jaa.egaa baatil yak-qalam
zarra zarra sab kaa aslii haal dekhaa jaa.egaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Hamida Shaheen
Ghazal
hargiz na tum jihaad kaho maar-kaaT ko
la.D jaanaa apne nafs se aslii jihaad hai
Haidar raza Koralvi
Ghazal
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
tum bhii to mazmuun-taraashii me.n masruuf rahe
tum ne bhii to 'aalii' kam kam aslii baat kahii