SEARCH RESULTS
Showing search results for "असीरी"
Ghazal MATCHES FOR "असीरी"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
mazaa dikhaave.nge be-rahmii kaa tirii sayyaad
gar iztiraab-e-asiirii ne zer-e-daam liyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil asiirii me.n bhii aazaad hai aazaado.n kaa
valvalo.n ke liye mumkin nahii.n zindaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
ab kise ranj-e-asiirii ki qafas me.n sayyaad
saare manzar gul-o-gulzaar ke rakh dete hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
lutf-e-dil-bastagii-e-aashiq-e-shaidaa ko na puuchh
do jahaa.n se is asiirii ne faraaGat dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
ham Gariib logo.n ke aaj bhii vahii din hai.n
pahle kyaa asiirii thii aaj kyaa rihaa.ii dii
Bashir Badr
Ghazal
kisii diivaar par naaKHun ne likkhaa hai rihaa.ii
kisii ghar me.n asiirii kii aziyyat ro rahii hai
Azm Bahzad
Ghazal
nikal kar apne qaalib se nayaa qaalib basaa.egii
asiirii ke liye ham ruuh ko aazaad karte hai.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
vo sub.h-e-rihaa.ii thii yaa shaam-e-asiirii thii
jab mai.n dar-e-zindaa.n se zanjiir uThaa laayaa
Azm Bahzad
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
ek hii ruKH kii asiirii KHvaab hai shahro.n kaa ab
un ke maatam ek se un kii baraate.n ek sii
Muneer Niyazi
Ghazal
mere ham-raah vahii tohmat-e-aazaadii hai
meraa har ahd vahii ahd-e-asiirii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
muzhda ai zauq-e-asiirii ki nazar aataa hai
daam-e-KHaalii qafas-e-murG-e-giraftaar ke paas