SEARCH RESULTS
Showing search results for "आज़ुर्दा-दिली"
Ghazal MATCHES FOR "आज़ुर्दा-दिली"
Ghazal
mai-KHaane me.n aajiz hu.e aazurda-dilii se
masjid kaa na rakkhaa hame.n aashufta-sarii ne
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
apnii aazurda-dilii ba.ad-e-fanaa kaam aa.ii
Dher yahaa.n gard-e-kuduurat ke hai.n madfan kaisaa
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
dil-e-aazurda ko bahlaa.e hu.e hai.n ham log
kitne KHvaabo.n kii qasam khaa.e hu.e hai.n ham log
Hurmatul Ikaram
Ghazal
Sabeen Yunus
Ghazal
Ijtiba Rizvi
Ghazal
ik naa-umiid ke liye itnaa na sochiye
aazurda dil rahaa bhii to be-dil nahii.n rahaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
duniyaa se ho ga.e na ho.n aazurda-dil kahii.n
phir is zamiin par na payambar palaT kar aa.e
Abid Munavari
Ghazal
aazurda dil-e-ulfat ham chupke hii behtar hai.n
sab ro uThegii majlis jo kar ke suKHan baiThe
Meer Taqi Meer
Ghazal
mat baiTh bahut ishq ke aazurda dilo.n me.n
naala kasuu mazluum kaa taasiir na kar jaa.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
aasmaan-e-yaas par khoyaa sitaara Dhuu.nDhnaa
hai dil-e-aazurda ko chehra tumhaaraa Dhuu.nDhnaa
Tanveer Anjum
Ghazal
yuu.n aaj phir ik hasrat-e-naakaam pe ro.e
jaise na the pahle kabhii aazurda-dilo.n me.n
Tauseef Tabassum
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
mahfil-e-aish se gar haz ho uThaanaa ai dost
ham se aazurda-dilo.n ko na bulaanaa hargiz
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
hai mahv-e-tamannaa dil-e-aazurda ki dekhe
pindaar-e-mohabbat me.n hai andaaz-e-KHudaa kyaa
Maqsood Aafaque
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dil-e-aazurda hai labrez-e-hadiis-e-Gam-e-ishq
mai.n agar chaahuu.n to har saa.ns ik afsaana bane
Seemab Akbarabadi
Ghazal
dilaa na apnii mohabbat kaa e'tibaar mujhe
KHudaa ke vaaste rahne de sogvaar mujhe