SEARCH RESULTS
Showing search results for "आब-रूद-ए-गंगा"
Ghazal MATCHES FOR "आब-रूद-ए-गंगा"
Ghazal
Raghib Akhtar
Ghazal
us aab-ruud ke qurbaa.n ki jis me.n dhul dhul kar
ka.nval khilaatii hai taKH.iil kii zabaan-e-Gazal
Kundan Aravali
Ghazal
bujh jaa.egii mil-jul ke agar pyaas bujhaa.o
ga.ngaa hii ke nazdiik to hai ruud-e-jaman bhii
Darshan Singh
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
kyaa KHaak aa.ine me.n nazar aa.e ruu-e-dost
dil hai KHudii kii gard-e-mukaddar liye hu.e
Jauhar Bilgrami
Ghazal
kaun hai naGma-saraa aaj ki ruuh-e-murda
raqs kartii hai to sarshaar hu.ii jaatii hai
Abdullah Saqib
Ghazal
aab-ruu-e-sadaf o ziinat-e-gosh-e-mahbuub
durr-e-naayaab jo sunte ho vo gauhar mai.n huu.n
Aagha Akbarabadi
Ghazal
ye vaqt se pahle kii sadaa rang na laa.e
suunaa na pahu.nch jaa.e kahii.n ruud-e-garaa.n tak
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
Haneef akhgar
Ghazal
cha.Dhaa.uu.n dasta-e-nargis mazaar-e-majnuu.n par
jo dekhuu.n aaj mai.n ruu-e-nigaar aa.nkho.n se
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
phirtii rahii ta.Daptii hii aalam me.n jaa-ba-jaa
dekhaa na merii aah ne ruu-e-asar kahii.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
ye to na kahiye vaqt-e-diid sab thii KHataa nasiim kii
aap ne ruu-e-naaz pe Daalii naqaab jaan ke
Naushad Ali
Ghazal
saaqii ho.n 'ataa chashm se paimaane inhe.n bhii
KHud aa.e nahii.n rind ye bulvaa.e hu.e hai.n
Faisal Qadri Gunnauri
Ghazal
itnaa to merii aah kaa radd-e-amal hu.aa
un kii jabii.n pe ek shikan sii ubhar ga.ii
Chandra Parkash Jauhar Bijnauri
Ghazal
zohd par naaz kiyaa kartaa thaa kal tak lekin
aaj ik rind-e-KHaraabaat qadah-KHvaar huu.n me.n
Waliul Haq
Ghazal
dilo.n kaa soz tire ruu-e-be-naqaab kii aa.nch
tamaam garmii-e-mahfil tire shabaab kii aa.nch