SEARCH RESULTS
Showing search results for "आलम-ए-एहतिज़ार"
Ghazal MATCHES FOR "आलम-ए-एहतिज़ार"
Ghazal
tum ne shab-e-firaaq me.n dekhii.n nahii.n jo haalate.n
aaj vo aa ke dekh lo aalam-e-ehtizaar me.n
Saqib Lakhnavi
Ghazal
'aalam'-e-shauq me.n shaamil hai zamaane kii ramaq
saahab-e-zauq samajhdaar sune.n Gaur kare.n
Afroz Alam
Ghazal
duniyaa kaa chalan dekh ke lagtaa to yahii hai
ab kuchh bhii nahii.n aalam-e-asbaab se aage
Alam Khursheed
Ghazal
qatl hote hai.n yahaa.n naara-e-elaan ke saath
vaz.a-daarii to abhii aalam-e-saffaak me.n hai
Alam Khursheed
Ghazal
mujrim ko 'adaalat se dilaa denaa rihaa.ii
'aalam' ye vakiilo.n ke liye kuchh bhii nahii.n hai
Aalam Nizami
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
mai.n safiiraan-e-mohabbat kii sadaa huu.n 'aalam'
mar bhii jaa.uu.n to zamaane ko sunaa.ii duu.ngaa
Aalam Nizami
Ghazal
'aalam' dil-e-asiir ko samjhaa.uu.n kis tarah
kam-baKHt e'tibaar ke qaabil nahii.n hai vo
Alam Khursheed
Ghazal
ye khel sirf tumhii.n khelte nahii.n 'aalam'
sabhii KHalaa me.n lakiire.n banaate rahte hai.n
Alam Khursheed
Ghazal
chashme kii tarah 'aalam' ash.aar phuuTte hai.n
koh-e-giraa.n kii suurat me.n bhii ubal rahaa huu.n
Alam Khursheed
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
dil saagar-e-afkaar me.n Duubaa ho to 'aalam'
kaano.n ko maza naGma-saraa.ii nahii.n detii
Aalam Nizami
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
vaqt ke saare chakkar hai.n ye 'aalam'-jii varna
yahaa.n kisii ko ko.ii nazar-andaaz nahii.n kartaa
Alam Khursheed
Ghazal
ye dekhte hai.n ki kal ra.ng-e-sub.h kyaa hogaa
ki aaftaab kaa 'aalam' hai intizaar abhii
Afroz Alam
Ghazal
ahd-e-haazir me.n vafaa.o.n kaa natiija kyaa hai
tum jo 'aalam' se miloge to samajh jaa.oge
Aalam Nizami
Ghazal
tire husn kii kahaanii mire ishq kaa fasaana
bahut aam ho chukaa hai Gam-e-aashiqii se pahle