SEARCH RESULTS
Showing search results for "इल्ज़ाम-ए-हुनर"
Ghazal MATCHES FOR "इल्ज़ाम-ए-हुनर"
Ghazal
qadro.n kaa ye zavaal ye kaj-fahmiyo.n kaa daur
sab baa-hunar hu.e hai.n hunar ke baGair bhii
Puran Singh Hunar
Ghazal
ab dil bhii 'hunar' aap nayaa laa.e.n kahii.n se
ab shahr-e-hasiinaa.n me.n hai.n Gam aur tarah ke
Puran Singh Hunar
Ghazal
kisii kii husn-e-nazar kaa ye faiz hai mujh par
'hunar' ke chehre se raushan hu.aa jamaal kaa rang
Hunar Rasoolpuri
Ghazal
na karnaa ab mujhe aazaad phir tuu ai sayyaad
sukuun-e-qalb 'hunar' ko bahut qafas me.n hai
Hunar Rasoolpuri
Ghazal
bolii ko.ii lagaa.e to mehr-o-KHuluus kii
ham KHud ko bech de.nge mataa’-e-hunar ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
adab nahii.n hai rayaazii kaa mas.ala yaaro
har ek shaKHs pe kyuu.n tohmat-e-hunar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
lahuu hii kitnaa hai jo chashm-e-tar se niklegaa
yahaa.n bhii kaam na 'arz-e-hunar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
'fazaa' tujhii ko ye saffaaki-e-hunar bhii milii
ik ek lafz ko yuu.n be-libaas kar jaanaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
'fazaa' tum uljhe rahe fikr o falsafe me.n yahaa.n
ba-naam-e-ishq vahaa.n qur.a-e-hunar niklaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye kyaa ki har ilzaam hamaare hii sar aa.e
aa.iina bano tum to sa.nvar jaa.e.nge ham bhii
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
hunar-varo zaraa kuchh din ye turfagii bhii sahii
hamaare lafzo.n ko maa'nii kii laGzishe.n likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hunar-afshaani-e-KHaama ko du.aa do ki 'fazaa'
lafz ko sahl hu.aa naafa-e-aahuu likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
paaya-e-KHisht-o-KHazaf aur guhar se uu.nchaa
qad yahaa.n be-hunarii kaa hai hunar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jis taraf dekho hujuum-e-chehra-e-be-chehragaa.n
kis ghane jangal me.n yaaro gum hu.aa sab kaa hunar
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye raah kitnii pur-aashob hai 'fazaa' na kaho
qalam kii raah chale ham hunar kii gard hu.e
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
chand saa.nse.n hai.n miraa raKHt-e-safar hii kitnaa
chaahiye zindagii karne ko hunar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
bisaat-e-daanish-o-harf-o-hunar kahaa.n khole.n
ye sochte hai.n lab-e-mo'tabar kahaa.n khole.n