SEARCH RESULTS
Showing search results for "इल्लत"
Ghazal MATCHES FOR "इल्लत"
Ghazal
tamaam illat-e-darmaa.ndagii hai qillat-e-shauq
tapish hu.ii par-e-parvaaz-e-murG-e-jaa.n ke liye
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
jo puuchhtaa huu.n kabhii be-ruKHii kii mai.n illat
banaa ke baat banaane kii baat karte ho
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
mohtasib maane'-e-'illat hai gumaan-e-mai se
suu.nghne ko bhii mayassar mujhe anguur nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
us ko natiije illat-e-Gaa.ii kii is ko dhun
farq is qadar hii be-KHabar o baa-KHabar me.n hai
Dattatriya Kaifi
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
apnii illat ki ham iifaa kiye jaate hai.n vo ahd
un kii azmat ki vo har aan mukar jaate hai.n
Ghulam Nabi Nazir
Ghazal
hujjat-o-illat-e-maaluul hai yaaro.n me.n 'sahar'
be-sabab shai kaa bhii ko.ii sabab iijaad kare.n
Abu Mohammad Sahar
Ghazal
tauba lab par hai dil me.n shauq-e-sharaab
shaiKH jii kyaa burii ye illat hai
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
shaadii-e-be-ma.anii be-illat nahii.n
mar-miTaa huu.n phir kisii gulfaam par
Maikash Akbarabadi
Ghazal
ye sargoshiyaa.n kab hai.n illat se KHaalii
aduu kaan me.n kuchh bharaa chaahtaa hai
Ahmad Hasan Fida
Ghazal
laa-raib tuu hai 'illat-e-tajsiim se barii
dekhuu.n daruun-e-qalb tire naqsh-e-paa ko mai.n
Mohammad Shoaib Mirza
Ghazal
tuu arab ho yaa ajam ho tiraa laa ilaah illaa
luGat-e-Gariib jab tak tiraa dil na de gavaahii
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
miTaa diyaa mire saaqii ne aalam-e-man-o-tuu
pilaa ke mujh ko mai-e-la-ilaaha-illa-huu