SEARCH RESULTS
Showing search results for "इस्म-ए-अना"
Ghazal MATCHES FOR "इस्म-ए-अना"
Ghazal
mai.n ne kahaa hare hii rahe.n umr bhar 'anaa'
kahne lage the jhaT se hii aamiin zaKHm-e-dil
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
mai.n ne kisii kaa dil nahii.n to.Daa kabhii 'anaa'
vallaah mujh me.n ye kabhii aadat nahii.n rahii
Ana Dehlvi
Ghazal
jaane kaun se ism-e-anaa ke ham zindaanii the
tere naam ko le kar ham ne KHudaa ko chaahaa bahut
Krishna Kumar Toor
Ghazal
jism ke KHol me.n ik shahr-e-anaa rakkhaa hai
naam jiivan kaa tabhii ham ne sazaa rakkhaa hai
Ibn-e-Ummeed
Ghazal
fasiil-e-shahr-e-anaa me.n shigaaf mai.n ne kiyaa
ye kaar-naama KHud apne KHilaaf mai.n ne kiyaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
hai sau adaa.o.n se uryaa.n fareb-e-ra.ng-e-anaa
barahna hotii hai lekin hijaab-e-KHvaab ke saath
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
jo the mahruum-e-anaa jaa kar samundar me.n gire
ek dariyaa ne magar apnii ravaanii chho.D dii
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
vahaa.n har ek isii nashsha-e-anaa me.n hai
ki KHaak-e-rahguzar-e-yaar bhii havaa me.n hai
Aslam Emadi
Ghazal
is daur me.n taufiiq-e-anaa dii ga.ii mujh ko
kis jurm kii aaKHir ye sazaa dii ga.ii mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
isii ne mujh se kahaa ism-e-ahl-e-sidq amar
isii ne mujh se kahaa sach kaa faisla hai aTal
Ahmad Faraz
Ghazal
insaa.n ke kitne ruup hai.n ruu-e-anaa se puuchh
saaz-e-Garaz se maslahat-e-KHushnumaa se puuchh
Manohar Lal Hadi
Ghazal
is kaliid-e-ism-e-naa-ma.aluum se kaise khule
dil kaa darvaaza ki andar se muqaffal ho gayaa
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
jo aazmaayaa gayaa shahr ke faqiiro.n ko
to jaa.n-nisaar-e-tariiq-e-anaa hamii.n Thahre