SEARCH RESULTS
Showing search results for "एहतियाज"
Ghazal MATCHES FOR "एहतियाज"
Ghazal
is daur-e-ehtiyaaj me.n jo log jii liye
un kaa bhii naam sho.abada-kaaro.n me.n aa.egaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
hamaarii qabr pe kyaa ehtiyaaj-e-ambar-o-uud
sulag rahaa hai har ik ustuKHvaa.n agar kii tarah
Meer Anees
Ghazal
kyaa karuu.n ko.ii nahii.n ehtiyaaj dost ko
aur mujh ko dost kii ehtiyaaj kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
is ik hunar se KHudaa sab ko faizyaab kare
ki ab bhii jis ke liye vaqf-e-ehtiyaaj hai.n ham
Vazahat Nseem
Ghazal
'inshaa' se apne aur ye inkaar haif hai
laayaa hai vo kabhii na kabhii ehtiyaaj aaj
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
mai-kade par saqf-e-abr-e-rahmat-e-haq chaahiye
ehtiyaaj-e-saa.ebaan-e-charKH-e-miinaa.ii nahii.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Amn Lakhnavi
Ghazal
ham ehtiyaaj ke hujro.n se rizq chunte hu.e
zamii.n ke KHvaan pe rakhne lage lagan apne
Aamir Suhail
Ghazal
dasht-gardii kii nahii.n diivaane ko kuchh ehtiyaaj
jaama se baahar jo hai baahar hai saare shahr se
Haidar Ali Aatish
Ghazal
raat-din sunte hai.n tasviilaat-e-arbaab-e-hasad
ehtiyaaj-e-dushmanaa.n bhii hai hunar ko be-gumaa.n
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
tuu aaftaab hai zulf-e-siyah nahii.n to na ho
charaaG-e-roz ko kuchh ehtiyaaj-e-shaam nahii.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
ik rishta ehtiyaaj kaa sau ruup me.n milaa
so ham bhii ab ba-tarz-e-talab bolne lage
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
allaah re asar mirii baKHt-e-siyah kaa
piirii me.n ehtiyaaj nahii.n hai KHizaab kii