SEARCH RESULTS
Showing search results for "कराह"
Ghazal MATCHES FOR "कराह"
Ghazal
mujhe vo lamha qayaamat se kam nahii.n hotaa
ko.ii karaah samaa.at se jab guzartii hai
Zaki Tariq
Ghazal
shab KHvaab me.n dekhaa thaa majnuu.n ko kahii.n apne
dil se jo karaah uTThii lailaa ko liyaa tap ne
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kyuu.n ishq kii karaah gadaagar kii aah ho
kyaa husn kaa Guruur KHudaa.ii kaa nuur hai
Mayank Awasthi
Ghazal
ishq-maslak me.n 'sadaf' ek hii dastuur hai bas
zaKHm-e-dil had se ba.Dhe aur karaah tak pahu.nche
Sabiha Sadaf
Ghazal
abhii KHabar hii kahaa.n tujh ko soz-e-dil kyaa hai
to qahqaho.n ko abhii ruuh kii karaah me.n rakh
Ahmad Musharraf Khawar
Ghazal
aahaT hai aah kii na sadaa hai karaah kii
ai chaaraagar bataa tire biimaar kyaa hu.e
Zakir Muhib
Ghazal
Mukhtar Siddiqui
Ghazal
aliil vaqt kii poshaak thaa buKHaar us kaa
vo ek jism thaa lekin karaah jaisaa thaa
Majid-ul-Baqri
Ghazal
jale jo dil to yaqiinan labo.n pe hogii karaah
dhu.aa.n to phailegaa jangal me.n aag lagne se
Shariq Jamal Nagpuri
Ghazal
karaah uTThii thii sargoshii ko.ii chupke se
lagii thii Thes ki ug aa.ii.n paa.nv me.n aa.nkhe.n
Parwez Rahmani
Ghazal
mai.n ek 'umr uThaataa rahaa sukuut kaa bojh
dabii hu.ii mire andar karaah thii merii
Abid Raza
Ghazal
jalaa na de kahii.n duniyaa ko KHauf hai 'maahir'
vo ek sho'la jo kab se mirii karaah me.n hai
Mahir Mansoor
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
jhukii jhukii sii nazar be-qaraar hai ki nahii.n
dabaa dabaa saa sahii dil me.n pyaar hai ki nahii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
le gayaa chhiin ke kaun aaj tiraa sabr o qaraar
be-qaraarii tujhe ai dil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
chaman pe Gaarat-e-gul-chii.n se jaane kyaa guzrii
qafas se aaj sabaa be-qaraar guzrii hai