SEARCH RESULTS
Showing search results for "क़ुमक़ुमे"
Ghazal MATCHES FOR "क़ुमक़ुमे"
Ghazal
hai.n sirf kahne ko bijlii ke qumqume raushan
har ek samt a.ndheraa dikhaa.ii detaa hai
Aasi Ramnagri
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
gharo.n me.n chaaro.n taraf qumqume to raushan hai.n
magar dilo.n se a.ndheraa nahii.n nikaltaa hai
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
Rumana Rumi
Ghazal
Zia Faooqui
Ghazal
diye to bujh ga.e bijlii ke qumqume na bujhe
havaa ko zor pe apne gumaan kitnaa thaa
Hasan Akbar Kamal
Ghazal
vo qumqume baazaar ke mujh se hai.n shanaasaa
us samt bhii jaataa huu.n magar shaam se pahle
Sajjad Babar
Ghazal
Obaidurrahman Niyazi
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
rafta rafta zehn ke sab qumqume bujh jaa.e.nge
aur ik andhe nagar kaa raasta rah jaa.egaa
Ishrat Rumani
Ghazal
tamaam qatra-e-shabnam ho.n qumqume jaise
nashaat rang savere kaa ehtiraam kare.n
Ramz Azimabadi
Ghazal
udaas shab bhii amaavas kii muskuraatii hai
jo qumqume se nigaaho.n me.n jagmagaate hai.n
Shifa Kajgavnwi
Ghazal
Nusrat Mehdi
Ghazal
maulaa karegaa KHair ye Dholak ye qumqume
hai.n is galii me.n kis liye tayyaariyaa.n bahut
Muhammad Raza Hyderi
Ghazal
ye aadhii raat ko dastak sii kis ne dii dil par
ye kis ne kar diye har samt qumqume raushan