SEARCH RESULTS
Showing search results for "कासा-ए-दरवेश"
Ghazal MATCHES FOR "कासा-ए-दरवेश"
Ghazal
shahr-e-gul kaasa-e-darvesh banaa baiThaa hai
ko.ii sho.ala kisii jalte hu.e ban se aa.e
Rais Farogh
Ghazal
mile ho jab bhii tanhaa.ii me.n 'darvesh'
ko.ii taqriib-e-saada ho ga.ii hai
Tariq Rashid Darvesh
Ghazal
ye nasl-e-nau hai itnii mohazzab ki is me.n aaj
'darvesh' guftuguu kaa saliiqa nahii.n rahaa
darvesh bharti
Ghazal
'darvesh' apnii zaat se tum kyo.n ho mutma.in
kyaa gardish-e-hayaat ke tevar se duur hai
Kareem Darvesh
Ghazal
tere haatho.n kaa qalam hai jo asaa-e-darvesh
yahii ik din tujhe KHurshiid-kulaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
reza-e-sang to aaya gul-e-manzar na sahii
kaasa-e-chashm ko hairat se khulaa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
phiraa huu.n kaasa liye lafz lafz ke piichhe
tamaam 'umr ye saudaa na sar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kiisa-e-darvesh me.n jo bhii hai zar utnaa hii hai
aur dekhaa jaa.e to mujh ko KHatar utnaa hii hai
Ateequllah
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
vaa.n us ne jaam-e-mai diye Gairo.n ko aur yaa.n
chhalkaa kiyaa hai kaasa-e-chashm-e-pur-aab-e-shab
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
vufuur-e-ashk se kyo.n hai gale talak paanii
hamaaraa kaasa-e-sar kaasa-e-habaab nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
majlis-e-husn me.n pahu.nche jo ko.ii to dekhe
kaasa-e-baada-e-gul-rang dharaa hotaa hai