SEARCH RESULTS
Showing search results for "कीधर"
Ghazal MATCHES FOR "कीधर"
Ghazal
ruu-e-suKHan hai kiidhar ahl-e-jahaa.n kaa yaa rab
sab muttafiq hai.n is par har ek kaa KHudaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
jamshed jis ne vaz' kiyaa jaam kyaa hu.aa
ve nasiihate.n kahaa.n ga.ii.n kiidhar ve naav-nosh
Meer Taqi Meer
Ghazal
kiidhar hai kahaa.n hai KHush-dilii tuu
ham se bhii kabhuu tuu aashnaa thii
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
kiidhar kii KHushii kahaa.n kii shaadii
jab dil se havas hii sab u.Daa dii
Syed Mohammad Meer Asar
Ghazal
siine se mai.n du.aa ko laayaa jo shab labo.n tak
kahne lagii ijaabat kiidhar KHayaal aayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
tujh paas bhii na aave.n ham ab to jaa.e.n kiidhar
tuu ne to ham ko khoyaa ai yaar sab taraf se
Meer Hasan
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
jii pe yaa.n ban rahii hai ye to kaho
aaj kiidhar chale ho kar ke banaav
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Syed Mohammad Meer Asar
Ghazal
aa.e kabhii na raah pe kyaa jaaniye hame.n
kiidhar ko ye tabii.at gumraah le ga.ii
Asifud Daula
Ghazal
missii kii dha.Dii us kii nazro.n se jo hai Gaa.eb
yaa-rab vo siyah badlii kiidhar ko barastii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
aate aate tarf mere mu.D ke phir kiidhar chale
jaan-saahab! bin tumhaare khaa ke Gam ham mar chale
Mirza Azfari
Ghazal
Hasrat Azimabadi
Ghazal
KHat ke aate hii vo mukh.De kii safaa.ii kyaa hu.ii
vo manush kiidhar ga.e vo miirzaa.ii kyaa hu.ii
Qayem Chaandpuri
Ghazal
guzar is hujra-e-garduu.n se ho kiidhar apnaa
qaid-KHaana hai 'ajab gumbad-e-be-dar apnaa