SEARCH RESULTS
Showing search results for "कुफ़्र-ओ-दीं"
Ghazal MATCHES FOR "कुफ़्र-ओ-दीं"
Ghazal
mai-e-do-aatisha-e-kufr-o-dii.n se KHalq hai mast
magar sharaab ye ham-mashrabo haraam nahii.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
yaa kufr-o-dii.n ke jaan.ne vaalo.n se kyaa Garaz
yaa.n kufr-o-dii.n ke maan.ne vaalo.n se ishq hai
Khurshidul islam
Ghazal
dono.n me.n sau tarah ke bakhe.De hai.n umr bhar
ai ishq mujh ko hausla-e-kufr-o-dii.n nahii.n
Afsar Allahabadi
Ghazal
Galat-bayaa.n ye fazaa mahr o kii.n daroG daroG
sharaab laa.o Gam-e-kufr-o-dii.n daroG daroG
Aziz Hamid Madni
Ghazal
'ishrat' bataa do raaz-e-mohabbat zamaane ko
duniyaa me.n kyo.n ye kashmakash-e-kufr-o-dii.n rahe
Ishrat Jahangirpuri
Ghazal
dil hai miraa ki maarka-e-kufr-o-dii.n ko.ii
ik umr kaT ga.ii hai javaab o savaal me.n
Jagan Nath Azad
Ghazal
taa-ba-kai aa kar nizaa’-e-kufr-o-dii.n
tum uThaa do ruu-e-rangii.n se naqaab
Zaheen Shah Taji
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
tamaashaa-e-vahm-o-yaqii.n aur kyaa hai
ye hangaama-e-kufr-o-dii.n aur kyaa hai
Syed Bashir Husain Bashir
Ghazal
na hogaa kabhii faisla kufr o dii.n kaa
tumhe.n ruKH se parda haTaanaa pa.Degaa
Saifuddin Saif
Ghazal
dekhiye bas ye ki izn-e-chashm-e-jaanaana hai kyaa
'ishq hai to imtiyaaz-e-kufr-o-dii.n mat kiijiye
Ali Minai
Ghazal
mai-kada kaa ye mo.ajiza hai ajiib
kufr-o-dii.n me.n bhii hai shanaasaa.ii
Prem Shankar Goila Farhat
Ghazal
kufr-o-dii.n kaa ho faisla kyuu.nkar
ek muddat ke ye ma.njhele hai.n