SEARCH RESULTS
Showing search results for "कोतह-कमंद"
Ghazal MATCHES FOR "कोतह-कमंद"
Ghazal
hamii.n ne rok liyaa panja-e-junuu.n varna
hame.n asiir ye kotah-kamand kyaa karte
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aa.nkho.n se gard jhaa.D ke dekhaa to dosto
kotaah qad bhii apne baraabar lagaa mujhe
Jameel Malik
Ghazal
tumhaarii fikr kii kotaah-qad havelii me.n
bujhe charaaG to phir mak.Diyo.n ke jaale hu.e
Sanjay Mishra Shauq
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
ek mai.n kotaah-qad thaa us kii mahfil me.n 'mushiir'
is liye mere 'alaava har kisii kaa sar gayaa
Mushir Jhanjhanvi
Ghazal
koh-e-giraa.n se kam nahii.n ye pairahan utaar
mai.n kah rahaa huu.n ruuh se ab to badan utaar
Kamal Kataria Karan
Ghazal
turra ba.Dhaa ke aa.e jo qaamat pe kuchh buzurg
dar-asl qad me.n aur bhii kotaah ho ga.e
Shaukat Wasti
Ghazal
mai.n sho.ala-e-iz.haar huu.n kotaah huu.n qad tak
vus.at mirii dekho to hai diivaar-e-abad tak
Farigh Bukhari
Ghazal
vo qaafila jo rah-e-shaa.erii me.n kam utraa
nasiib se mire ghar kaarvaan-e-Gam utraa
Farhan Salim
Ghazal
Abdul Wahab yakro
Ghazal
aab o giyaa se be-niyaaz sard jabiin-e-koh par
garmii-e-ruu-e-yaar kaa aks bhii raa.egaa.n gayaa
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
Majid Siddiqui
Ghazal
shaayad ki mar gayaa mire andar kaa aadmii
aa.nkhe.n dikhaa rahaa hai baraabar kaa aadmii