SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ंदा-ज़न"
Ghazal MATCHES FOR "ख़ंदा-ज़न"
Ghazal
suu-e-dariyaa KHanda-zan vo yaar-e-jaanii phir gayaa
motiyo.n kii aabruu par aaj paanii phir gayaa
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
Afqar Mohani
Ghazal
girya-e-ushshaaq par hai.n KHanda-zan
kahte hai.n kyaa KHushnumaa barsaat hai
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
phuulo.n kii Gam-rasiida masarrat na puuchhiye
zaahir me.n KHanda-zan hai.n haqiiqat na puuchhiye
Shakeel Badayuni
Ghazal
merii tabaahiyo.n pe hai.n ahbaab KHanda-zan
mai.n KHud na muskuraa.uu.n agar meraa bas chale
Hadi Rifat
Ghazal
sadiyaa.n mirii hayaat pe jab KHanda-zan hu.ii.n
lamhe mire vujuud kaa idraak ho ga.e
Raza Vasfi
Ghazal
Jameel Malik
Ghazal
jamhuuriyat kii laash pe taaqat hai KHanda-zan
is barahna nizaam me.n har aadmii kii KHair
Ajay Sahaab
Ghazal
KHanda-zan Gam par KHushii par ashk-baar
in dino.n yaaro hai rang apnaa bhii kyaa
Ummeed Fazli
Ghazal
gul KHanda-zan hai chahchahe kartii hai andaliib
phailii hu.ii chaman me.n kahii.n zaafaraa.n na ho
Rajab Ali Beg Suroor
Ghazal
Gair kuchh to karte hai.n paas aur lihaaz apnaa
aur dost hote hai.n KHanda-zan na jaane kyuu.n
kanval Dibaivi
Ghazal
KHanda-zan hai mastii-e-mai-KHvaar par
shiisha-e-sahbaa ko to.Daa chaahiye
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
phir KHanda-zan ho tujh ko mohabbat kaa vaasta
terii ha.nsii se mere junuu.n kaa vaqaar hai
Shivraj Bahar
Ghazal
allaah andaliib huu.n mai.n kis qimaash kaa
gul is chaman ke mujh pe hai.n kyo.n KHanda-zan tamaam