SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़याल-ए-नाम-ओ-नसब"
Ghazal MATCHES FOR "ख़याल-ए-नाम-ओ-नसब"
Ghazal
baraa-e-naam-o-nasab go nahii.n hunar meraa
banaa hu.aa hai magar marhala safar meraa
iqraar mustafa
Ghazal
jo raa.nda-e-zamaana the ab shahryaar hai.n
kis ko KHayaal-e-naam-o-nasab apne shahr me.n
Khatir Ghaznavi
Ghazal
kahaa.n ke naam o nasab ilm kyaa faziilat kyaa
jahaan-e-rizq me.n tauqiir-e-ahl-e-haajat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
na ko.ii naam o nasab hai na goshvaara miraa
bas apnii aab-o-havaa hii pe hai guzaara miraa
Saleem Kausar
Ghazal
na puuchh maz.hab-o-naam-o-nasab savaal na kar
jo hai tiraa hai vahii meraa rab savaal na kar
Nasreen Syed
Ghazal
puuchhaa to ham ne naam-o-nasab bhii bataa diyaa
barbaad kyo.n hu.e ye sabab bhii bataa diyaa
Mukhtar Ansari
Ghazal
mai.n apnii zaat kii pahchaan tak ga.nvaa baiThaa
KHayaal-e-izzat-e-naam-o-nasab me.n rahte hu.e
Ashfaq Husain
Ghazal
ham ahl-e-jabr ke naam-o-nasab se vaaqif hai.n
saro.n kii fasl jab utrii thii tab se vaaqif hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
na chhe.D naam-o-nasab aur nasl-o-rang kii baat
ki chal nikaltii hai aksar yahii.n se jang kii baat
Zafar Naseemi
Ghazal
charaaG-e-naam-o-nasab bujh gayaa a.ndhere me.n
Guruur TuuT gayaa saarii kaj-kulaahii kaa
Shakeel Azmi
Ghazal
Wasif Farooqi
Ghazal
sar-e-ehsaas pe dastaar-e-faziilat na rahii
bas ki ab silsila-e-naam-o-nasab kuchh bhii nahii.n
Sultan Akhtar
Ghazal
hai kis ke liye lutf Gazab kis ke liye hai
ye zaabta-e-naam-o-nasab kis ke liye hai
Syed Amin Ashraf
Ghazal
daa'vaa-e-naam-o-nasab sab kii zabaa.n se jaarii
vaaqi'a ye hai ki paaband-e-salaf ko.ii nahii.n
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
Mehboob Rahi
Ghazal
jo bhii aayaa hai sar-e-KHaak vo hogaa tah-e-KHaak
kaisaa ye naam-o-nasab shaan ye shaukat kaisii
Moid Rasheedi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
ye tiraa naam-o-nasab dil ke na kaam aa.egaa
ye mohabbat hai kisii had ko nahii.n maantii hai