SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ुद-नुमाई"
Ghazal MATCHES FOR "ख़ुद-नुमाई"
Ghazal
mire KHudaa na mujhe zauq-e-KHud-numaa.ii de
jo denaa hai mujhe taufiiq-e-paarsaa.ii de
Qamar Anjum
Ghazal
aa.ino.n se pahle bhii rasm-e-KHud-numaa.ii thii
dil shikaar hote the aisii dilrubaa.ii thii
Hasan Najmi Sikandarpuri
Ghazal
Sahir Siyalkoti
Ghazal
iztiraab-e-KHud-numaa.ii-o-hayaa me.n farq hai
ham samajhte hai.n jo un kii har adaa me.n farq hai
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
phir unhe.n shauq-e-KHud-numaa.ii hai
jaane kis kis kii maut aa.ii hai
Raja Abdul Ghagoor Jauhar Nizami
Ghazal
KHud-numaa.ii husn kaa dastuur hai
phir bhii aa.nkho.n se vo kyo.n mastuur hai
Akhtar Siddiqui
Ghazal
KHud-numaa.ii ke liye duniyaa ne KHud uljhaa diyaa
varna pechiida nahii.n thaa zindagii kaa mas.ala
Mubarak Shamim
Ghazal
aa.iina KHud-numaa.ii un ko sikhaa rahaa hai
kyaa qahr kar rahaa hai kyaa zulm Dhaa rahaa hai
Rasa Rampuri
Ghazal
Kalim Shadab
Ghazal
vo jitnii KHud-numaa.ii kar rahaa hai
KHud apnii jag-ha.nsaa.ii kar rahaa hai
Naeem Akhtar Khadimi
Ghazal
ki KHud-numaa.ii na tash.hiir chaahte hai.n ham
bas apne hone kii tauqiir chaahte hai.n ham
Sohail Akhtar
Ghazal
vahii.n se jab ki ishaara ho KHud-numaa.ii kaa
ajab ki banda na daa'vaa kare KHudaa.ii kaa
Ismail Merathi
Ghazal
har samt KHud-numaa.ii kaa manzar hai aaj-kal
rahzan bhii apne aap me.n rahbar hai aaj-kal
Kaleem Rahber
Ghazal
buto.n kii agar KHud-numaa.ii na dekhuu.n
in aa.nkho.n se yaarab KHudaa.ii na dekhuu.n