SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ुद-बीनी"
Ghazal MATCHES FOR "ख़ुद-बीनी"
Ghazal
raabta TuuT na jaa.e kahii.n KHud-biinii se
dil laraz uTThaa hai maahaul kii sa.ngiinii se
Asrar Zaidi
Ghazal
chaahtaa huu.n pahle KHud-biinii se maut aa.e mujhe
aap ko dekhuu.n KHudaa vo din na dikhlaa.e mujhe
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
kahaa.n tak aa.ina-daar-e-tajalliyaat-e-KHud-biinii
ye parda bhii ulaT de o dil-o-jaa.n dekhne vaale
Basit Bhopali
Ghazal
ye meraa da.avaa-e-KHud-biinii-o-jahaa.n-biinii
mirii jihaalat-e-saffaak ke sivaa kyaa hai
Himayat Ali Shayar
Ghazal
jamaal-o-naKHvat-o-KHud-biinii-o-KHud-aaraa.ii
jo kuchh hai tere liye kab hai maasivaa ke liye
Syed Shabbir Hassan Rizvi
Ghazal
apnaa aks bhii aksar saath chho.D jaataa hai
ye ma.aal-e-KHud-biinii kaash shiishagar jaane.n
Zehra Nigaah
Ghazal
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
Azad Gurdaspuri
Ghazal
aashiiqii-o-KHuddaarii bandagii-o-KHud-biinii
aarzuu kii raaho.n me.n KHuun-e-aarzuu kiije
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
zauq-e-KHud-biinii kii taskiin-e-anaa ke vaaste
kitne hii naa-aashnaa.o.n ko banaayaa aashnaa
Qaisar Siddiqi
Ghazal
Shadan Indauri
Ghazal
bilaa-sabab na thaa us me.n vafuur-e-KHud-biinii
Guruur-e-husn ke ham-raah thii nazaakat bhii
Nasir chaudhri
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
gar faroG-e-zindagii KHud ko miTaa dene me.n hai
zauq-e-KHud-biinii miTaa kar fikr-e-insaa.n kiijiye
Ishrat Anwar
Ghazal
hu.aa hai maane-e-aashiq-navaazii naaz-e-KHud-biinii
takalluf-bar-taraf aa.iina-e-tam.iiz haa.el hai
Mirza Ghalib
Ghazal
hujuum-e-jalva-bad-amaa.n adaa-e-KHud-biinii
nigaah-e-sabr se aaraa.ish-e-jamaal ko dekh