SEARCH RESULTS
Showing search results for "खाँसी"
Ghazal MATCHES FOR "खाँसी"
Ghazal
i-m-f ko samajhte hai.n ma.iishat kaa ilaaj
log al-kuhl ko khaa.nsii kii davaa kahte hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
zaraa sii khol ke khi.Dkii nazar to dau.Daa.o
dikhaa.ii detii nahii.n achchhii-KHaasii baarish hai
Yasmeen Sahar
Ghazal
achchhii-KHaasii rusvaa.ii kaa sabab hotii hai
duusrii aurat pahlii jaisii kab hotii hai
Fay Seen Ejaz
Ghazal
maar-gaziida kaun bachaa hai 'baasir' shukr karo tum
Thiik bhii ho jaa.oge lekin KHaasii der lagegii
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
phir se khulne vaalaa hai ko.ii taaza gul shaayad
baaGbaa.n kii phir ham par KHaasii mehrbaanii hai
Hayat Warsi
Ghazal
Bulbul Kashmiri
Ghazal
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
achchhii-KHaasii duniyaa dekhii hai mai.n ne
kamre se daalaan me.n aataa rahtaa huu.n
Shariq Kaifi
Ghazal
kah do ye apnii maa.n se kare fan kaa ehtiraam
khaa.nsii ye kyaa hai jis me.n ki sur hai na taal hai
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
Wseem Ahmad
Ghazal
'miir' taqii ne maut ko vaqfa Thahraayaa aur
achchhii KHaasii ravaa.n nadii ko jhiil kiyaa hai
Annkit Gautam
Ghazal
chaahat kaa vo KHaas qariina yaad hai kyaa
ik hii cup me.n coffee piinaa yaad hai kyaa