SEARCH RESULTS
Showing search results for "गुज़िश्ता"
Ghazal MATCHES FOR "गुज़िश्ता"
Ghazal
tamaam ilm ziist kaa guzishtagaa.n se hii hu.aa
amal guzishta daur kaa misaal me.n milaa mujhe
Muneer Niyazi
Ghazal
guzishta saal ke zaKHmo hare-bhare rahnaa
juluus ab ke baras bhii yahii.n se niklegaa
Rahat Indori
Ghazal
har nafas umr-e-guzishta kii hai mayyat 'faanii'
zindagii naam hai mar mar ke jiye jaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
talKHii-e-daur-e-guzishtaa kaa tasavvur kar ke
dil ko phir maa.il-e-fariyaad kiyaa hai mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
taa-lamha-e-guzishtaa ye jism aur saa.e
zinda the raa.egaa.n me.n jo kuchh thaa raa.egaa.n thaa
Jaun Eliya
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
shab-e-guzishta bahut tez chal rahii thii havaa
sadaa to dii pe kahaa.n tak tujhe sadaa dete
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
suuraj ke saamne hai.n na.e din ke marhale
ab raat jaa chukii hai guzishta pa.Daav par
Ehsan Danish
Ghazal
nishaa.n ulfat kaa vaahid taaj hii hai
guzishta daur me.n ik shah-jahaa.n thaa
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
suraaG umr-e-guzishta kaa kiijiye gar 'zauq'
tamaam umr guzar jaa.e justujuu karte
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kitaab-e-umr-e-guzishta ke haashiyo.n me.n 'nabiil'
vo shor thaa ki zamii.n aasmaa.n dhamak rahe the
Aziz Nabeel
Ghazal
ruudaad-e-guzishta to sunii kuuza-garii kii
fardaa kaa bhii kar zikr jo hai chaak se baahar
Ejaz Gul
Ghazal
manzar guzishta shab ke daaman me.n bhar rahaa hai
dil phir kisii safar kaa saamaan kar rahaa hai
Shahryar
Ghazal
tamaam agle zamaano.n ko ye ijaazat hai
hamaare ahd-e-guzishta se istifaada kare.n
Manzoor Hashmi
Ghazal
abhii bahaar-e-guzishta kaa Gam miTaa bhii nahii.n
phir ehtimaam-e-bahaaraa.n hai dekhiye kyaa ho
Qamar Moradabadi
Ghazal
Aqsa Faiz
Ghazal
bhuul kar ahd-e-guzishta kii hikaayaat 'shakiil'
dil ko har fikr se aazaad kiye jaataa huu.n