SEARCH RESULTS
Showing search results for "चकनाचूर"
Ghazal MATCHES FOR "चकनाचूर"
Ghazal
na boluu.n sach to kaisaa aa.iina mai.n
jo boluu.n sach to chaknaa-chuur ho jaa.uu.n
Rajesh Reddy
Ghazal
jo tum chaaho to is bartan ko chaknaa-chuur kar do
magar phir bhii nishaan-e-kuuza-gar baaqii rahegaa
Ashfaq Husain
Ghazal
jo tum chaaho to is bartan ko chaknaa-chuur kar do
magar phir bhii nishaan-e-kuuza-gar baaqii rahegaa
Ashfaq Husain
Ghazal
shiisha-o-jaam o subuu ho.nge abhii chaknaachuur
mast bahke to ba.Dii hogii KHaraabii saaqii
Rind Lakhnavi
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
mire aduu ke KHvaab chaknaa-chuur ho ke rah ga.e
mai.n jast bhar ke dasht-e-imtihaan se nikal gayaa
Azhar Adeeb
Ghazal
Aftab Ranjha
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
saaqii-e-sar-mast se jab tak ki lene ko ba.Dhuu.n
haath se girte hii chaknaa-chuur paimaana hu.aa
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
hu.e sa.ng-e-jafaa se shiisha-e-dil ke ka.ii Tuk.De
bas ab is se ziyaada aur chaknaachuur mat kiijo
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
Ahmad Shahid Khan
Ghazal
chaTaano.n kii tarah madd-e-muqaabil
magar andar se chaknaa-chuur huu.n mai.n
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
sa.ng-baarii kar rahe hai.n duusro.n ke sahn me.n
aur chaknaa-chuur apne aa.ine karte hai.n log