SEARCH RESULTS
Showing search results for "चिल्ला"
Ghazal MATCHES FOR "चिल्ला"
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
naakaam ho ke apnii sadaa lauT aa.egii
ye jaan kar bhii dasht me.n chillaa rahe hai.n ham
Abdul Majeed Khan Majeed
Ghazal
aise mile nasiib se saare KHudaa ki bas
mai.n bandagii ke zo.am me.n chillaa uThaa ki bas
Nomaan Shauque
Ghazal
taan lii.n dono.n bhave.n Daal ke nazre.n us ne
tiir chho.De to kamaano.n ne bhii chillaa khii.nchaa
Muztar Khairabadi
Ghazal
qaus-e-quzah se ham ne bhii tashbiih dii use
chilla na hone se jo vo abruu kamaa.n na thii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
chiiKH ke chillaa ke ro ro ke ye chup ho jaataa hai
jis kii ko.ii na sune ik aisaa bachcha shor hai
Navin Joshi
Ghazal
bosa mile kamaa.n kaa jo abruu-e-yaar kii
mehraab-e-bait-e-ka.aba me.n chillaa cha.Dhaa.uu.n mai.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
Krishna Kumar Toor
Ghazal
vo shor thaa mahfil me.n ki chillaa uThaa 'vaa.iz'
ik jaam-e-mai-e-hosh-rubaa chaahiye mujh ko
Arsh Siddiqui
Ghazal
Syed Shakeel Desnavi
Ghazal
rahm aa hii gayaa un ko kaTvaa de mirii be.Dii
zindaan me.n chillaa kar ik baar jo mai.n royaa
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ik baar bhii palaT ke na dekhaa mirii taraf
chillaa ke ham ne un ko pukaaraa ka.ii dafa
Haidar Jafri
Ghazal
naddii me.n Duubte hu.e chillaa rahaa thaa vo
tum log apnii apnii sazaa Dhuu.nDhte raho
Annkit Gautam
Ghazal
al-atash chillaa rahe hai.n saare hii piir-o-javaa.n
abr-e-baaraa.n bhej de rahmat kaa paanii bhej de
Mukhtar Tonki
Ghazal
Qasim Yaqub
Ghazal
dhanak se surme kii chilla hai taa ba-gosha-e-chashm
ko.ii hai said jo phir zah hu.ii kamaan-e-nigaah