SEARCH RESULTS
Showing search results for "जग-बीती"
Ghazal MATCHES FOR "जग-बीती"
Ghazal
tujh se jag-biitii kii sab baate.n kahii.n
kuchh suKHan naaguftanii bhii rah ga.e
Gulam jilani Asghar
Ghazal
sabhii ne aap-biitii aur jag-biitii kahii lekin
mire andaaz se sachchii kahaanii kaun kahtaa hai
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
Khaleeq Siddiqui
Ghazal
Ahmad Fakhir
Ghazal
suno Tuk gosh-e-dil se qissa-e-jaa.n soz ko mere
ki jag-biitii nahii.n hai aap-biitii ye kahaanii hai
Miir Sher Ali Afsos
Ghazal
duniyaa kahii.n jo bantii hai miTtii zaruur hai
parde ke piichhe ko.ii na ko.ii zaruur hai
Naushad Ali
Ghazal
jo biit ga.ii us kii KHabar hai ki nahii.n hai
dekho mire tan par miraa sar hai ki nahii.n hai
Qateel Shifai
Ghazal
vo din jo biit gayaa phir kisii ne paayaa nahii.n
kabhii kamaa.n se ko.ii tiir jaa ke aayaa nahii.n
Farasat Rizwi
Ghazal
ek jag biit gayaa jhuum ke aa.e baadal
vo samundar hii kahaa.n hai jo uThaa.e baadal
Syed Ahmed Shameem
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
jo biitii hai jo biitegii sab afsaane lage ham ko
use dekhaa to apne KHvaab hii sachche lage ham ko
Mushaf Iqbal Tausifi
Ghazal
kitne jug biit ga.e phir bhii na bhuulaa jaa.e
mai.n jahaa.n jaa.uu.n mire saath vo chehra jaa.e