SEARCH RESULTS
Showing search results for "जज़ीरों"
Ghazal MATCHES FOR "जज़ीरों"
Ghazal
haDDiyaa.n hai.n ka.ii lipTii hu.ii zanjiiro.n me.n
liye jaate hai.n janaaza tire diivaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
Hafeez Merathi
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
marte dam tak qaid rahegaa tuu 'faisal'
qabr me.n zanjiiro.n ko kholaa jaa.egaa
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ham ko jak.Daa hai yahaa.n jabr kii zanjiiro.n ne
ab to ye shahr hii zindaan hu.aa phirtaa hai
Jaleel Haider Lashari
Ghazal
KHatm ho jaa.e ye ho.nTo.n ke jaziiro.n kaa safar
pyaas bujh jaa.e Dubo de.n mujhe us kii aa.nkhe.n
Shakeel Azmi
Ghazal
is qadar shor hai in paa.nv kii zanjiiro.n kaa
mujh ko paa.el kii bhii jhankaar se Dar lagtaa hai
Roop Sagar
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
ik na ik roz samundar kaa safar karnaa hai
apne ehsaas ke mahduud jaziiro.n se nikal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
KHud me.n rahaa to ek samundar thaa ye vajuud
KHud se alag hu.aa to jaziiro.n me.n baT gayaa
Nusrat Mehdi
Ghazal
dil ke bechain jaziiro.n me.n utar jaa.egaa
dard aaho.n ke muqaddar kaa pata laa.egaa
Indira Varma
Ghazal
vo mauj ban ke uThii yaad ke samundar se
tabaah kar ga.ii tanhaa.ii ke jaziiro.n ko
Adil Mansuri
Ghazal
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
aa.nkho.n ke jaziiro.n pe hai.n niilam kii qataare.n
KHvaabo.n kaa janaaza hai uThaanaa to pa.Degaa