SEARCH RESULTS
Showing search results for "जिंस-ए-वफ़ा"
Ghazal MATCHES FOR "जिंस-ए-वफ़ा"
Ghazal
jahaa.n me.n jins-e-vafaa kam hai kal-adam to nahii.n
hamaare hausla-e-dil ko ye bhii kam to nahii.n
Nazar Lakhnawi
Ghazal
'suruur' jins-e-vafaa bechte nahii.n phirte
jigar ke daaG dikhaanaa to sab ko aataa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jins-e-vafaa kaa dahr me.n baazaar gir gayaa
jab ishq faiz-e-husn kaa haamil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
mohabbat kyaa mohabbat kaa silaa kyaa
Gam-e-barbaadi-e-jins-e-vafaa kyaa
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
ye sher yuu.nhii nahii.n mo'atabar hu.e logo.n
'vafaa' kaa rang hai ibn-e-vafaa ke lahje me.n
Muhib Wafa
Ghazal
aap kaa jaur-o-sitam aur ziyaada ho sadaa
ho ifaaqa ye 'vafaa' ko merii manzuur nahii.n
Wafa Niyazi
Ghazal
Wafa Siddiqui
Ghazal
mii.aad-e-qaid-e-ra.nj ba.Dhaa dii ga.ii to kyaa
jurm-e-vafaa kii ham ko sazaa dii ga.ii to kyaa
Muhib Wafa
Ghazal
apnii duukaa.n ba.Dhaa.iye ab hazrat-e-'vafaa'
is daur me.n vafaa kaa KHariidaar kaun hai
Vafa Malikpuri
Ghazal
abhii na de mujhe aavaaz ai Gam-e-jaanaa.n
abhii to shahr-e-vafaa me.n ba.Daa a.ndheraa hai
Vafa Malikpuri
Ghazal
mujhe suno ki hadiis-e-Gazal-numaa huu.n mai.n
mujhe pa.Dho varaq-e-mus.haf-e-vafaa huu.n me.n
Vafa Malikpuri
Ghazal
taalib-e-jins-e-vafaa hai.n jo KHariidaar yahaa.n
laakh ho garmii-e-baazaar kahaa.n dekhte hai.n
Nasreen Syed
Ghazal
phir aaj ahl-e-jaur ko shikast-e-faash ho ga.ii
phir aaj ahl-e-dil ne parcham-e-'vafaa' uThaa liyaa
Wafa Siddiqui
Ghazal
jin se ai dil tiraa kuchh KHaas ta'alluq Thahraa
un se iz.haar-e-vafaa ho ye zaruurii to nahii.n