SEARCH RESULTS
Showing search results for "तख़्ता-ए-दार"
Ghazal MATCHES FOR "तख़्ता-ए-दार"
Ghazal
taKHta-e-daar pe laa.ii nigah-e-naaz mujhe
'ishq ne maan liyaa saahib-e-e'zaaz mujhe
Munawwar Tabish Sambhali
Ghazal
taKHta-e-daar pe chaahe jise laTkaa diije
itne logo.n me.n gunahgaar ko.ii to hogaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
kaun kartaa sar-e-darbaar himaayat merii
taKHta-e-daar pe khii.nchii ga.ii jur.at merii
Zameer Ahmad Zameer
Ghazal
sar jhukaa.e hu.e maqtal me.n kha.De the jallaad
taKHta-e-daar pe laTkii hu.ii KHuddaarii thii
Sarwar Arman
Ghazal
taKHta-e-daar pe cha.Dh jaa.egii sach kii KHaatir
ye zabaa.n lahja-e-bebaak se vaabasta hai
Khwaja tariq Usmani
Ghazal
ham se puuchho haq-o-baatil kii sadaaqat aa kar
taKHta-e-daar kii zanjiir se ham uljhe hai.n
Hairat Allahabadi
Ghazal
ham se puuchho haq-o-baatil kii sadaaqat aa kar
taKHta-e-daar kii zanjiir se ham uljhe hai.n
Hairat Allahabadi
Ghazal
masnad-e-laala-o-raihaa.n ho ki ho taKHta-e-daar
ham-nashii.n chaara-e-aashufta-sarii mushkil hai
Ravish Siddiqi
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
alam-bardaar-e-amn-o-aashtii hoshyaar ho jaa.e
taqaazaa vaqt kaa ye hai ki duniyaa-daar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
apne mansuuro.n ko is daur ne puuchhaa bhii nahii.n
pa.D gayaa raKHna saf-e-daar-o-rasan me.n aisaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
zamaana qissa-e-daar-o-rasan ko bhuul na jaa.e
kisii ke halqa-e-gesuu me.n vo kashish hii nahii.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
saaya-e-gul me.n zaraa der jo sustaa.e hai.n
saaya-e-daar se ye va.ada-KHilaafii to nahii.n