SEARCH RESULTS
Showing search results for "तामीरें"
Ghazal MATCHES FOR "तामीरें"
Ghazal
taamiir-e-aashiyaa.n se mai.n ne ye raaz paayaa
ahl-e-navaa ke haq me.n bijlii hai aashiyaana
Allama Iqbal
Ghazal
kuchh aag dii havas me.n to taamiir-e-ishq kii
jab KHaak kar diyaa use irfaa.n banaa diyaa
Asghar Gondvi
Ghazal
har sa.ii o har amal me.n mohabbat kaa haath hai
ta.amiir-e-zindagii ke samajh kuchh muharrikaat
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jab chalii tahriik ta.amiir-e-vatan kii dosto
ho ga.e barbaad kuchh baste hu.e ghar aur bhii
Naz Khialvi
Ghazal
na ko.ii KHvaab hamaare hai.n na ta.abiire.n hai.n
ham to paanii pe banaa.ii hu.ii tasviire.n hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
mere hii sa.ng-o-KHisht se ta.amiir-e-baam-o-dar
mere hii ghar ko shahr me.n shaamil kahaa na jaa.e
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ik azaab-e-mustaqil hai fikr-e-ta.amiir-e-makaa.n
saakin-e-sahraa-e-be-diivaar-o-dar ho jaa.iye
Saba Akbarabadi
Ghazal
be-junuu.n chaltaa nahii.n hai kaar-e-taamiir-e-hayaat
hosh vaalo aagahii kii justujuu karte raho
Anwar Sabri
Ghazal
khulaa ye dil pe ki taamiir-e-baam-o-dar hai fareb
baguule qaalib-e-diivaar-o-dar me.n hote hai.n
Aziz Hamid Madni
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
abr-e-naisaa.n kii na barakat hai na faizaan-e-bahaar
qatre gum ho ga.e ta.amiir-e-guhar se pahle
Ali Sardar Jafri
Ghazal
hashr ta.amiir-e-nasheman kaa nazar me.n hai magar
itne din merii tabii.at to zaraa bahlii rahii
Zeb Ghauri
Ghazal
daad diije shaukat-e-ta.amiir-e-arsh-o-farsh kii
aur phir buniyaad-e-hast-o-buud Dhaa kar dekhiye