SEARCH RESULTS
Showing search results for "तारिक़"
Ghazal MATCHES FOR "तारिक़"
Ghazal
mat rakhiyo gard-e-taarik-e-ushshaaq par qadam
paamaal ho na jaa.e sar-afraaz dekhnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
ibrat-kada-e-dahr me.n ai taarik-e-duniyaa
lazzat-kada-e-jurm-o-KHataa bhii hai ko.ii chiiz
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ye KHayaal thaa kabhii KHvaab me.n tujhe dekhte
kabhii zindagii kii kitaab me.n tujhe dekhte
Tariq Naeem
Ghazal
tujh ko is tarah kahaa.n chho.D ke jaanaa thaa hame.n
vo to ik ahd thaa aur ahd nibhaanaa thaa hame.n
Tariq Naeem
Ghazal
dil se jaataa nahii.n 'taariq' kisii kaafir kaa KHayaal
ham musalmaan hu.e dil na musalmaan hu.aa
Tariq Qamar
Ghazal
mere ham-raah zaraa der ko chal kar 'taariq'
aur kuchh vaqt kii raftaar ba.Dhaa dii us ne
Tariq Qamar
Ghazal
merii afsurdagii se lutf uThaane vaale
kitne zaalim hai.n ye sab log zamaane vaale
Ahmad Tariq
Ghazal
darvesh hai vahii jo riyaazat me.n chust ho
taarik nahii.n faqiir bhii raahat-parast hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Irfan Ghazi
Ghazal
vo mere KHvaab kii ta.abiir to bataa.e mujhe
mai.n dhuup me.n huu.n magar Dhuu.nDte hai.n saa.e mujhe
Tariq Qamar
Ghazal
Anjum Barabankvi
Ghazal
Tariq Qamar
Ghazal
vaqt kaa kyaa hai mire yaar badal jaataa hai
aag lagtii hai to baazaar badal jaataa hai
Ahmad Tariq
Ghazal
ab mai.n bhii jal ke raakh huu.n mere jahaaz bhii
kal meraa naam taariq-e-ibn-e-ziyaad thaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
tum to be-vaj.h pareshaan hu.e ho 'taariq'
yuu.nhii pesh aate hai.n va.ado.n se mukarte hu.e log
Tariq Qamar
Ghazal
kahii.n ruke.nge to taariq-'na.iim' dekhe.nge
safar me.n kyaa ko.ii zaad-e-safar banaayaa jaa.e
Tariq Naeem
Ghazal
ik na ik sham a.ndhere me.n jalaa.e rakhiye
sub.h hone ko hai maahaul banaa.e rakhiye