SEARCH RESULTS
Showing search results for "दमक"
Ghazal MATCHES FOR "दमक"
Ghazal
ye aur baat ki aksar damak uThaa chehra
kabhii kabhii yahii sho.ala bujhaa gayaa mujh ko
Ahmad Faraz
Ghazal
damak rahaa huu.n abhii talak us ke dhyaan se mai.n
bujhe hu.e ik KHayaal kii raushnii to dekho
Shariq Kaifi
Ghazal
tire vajuud se baara-darii damak uTThii
ki phuul palluu sarakne se irti.aashaa hai
Aamir Suhail
Ghazal
jalva-o-parde kaa ye rang dam-e-nazzaara
jis tarah adh-khule ghuu.nghaT me.n dulhan kyaa kahnaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
damak uThaa thaa vo chehra hayaa kii chaadar me.n
ki jaise jurm-e-vafaa us kaa mudda.aa hii na thaa
Aslam Ansari
Ghazal
Mumtaz Naseem
Ghazal
aa.nkho.n me.n damak uTThii hai tasviir-e-dar-o-baam
ye kaun gayaa mere baraabar se nikal kar
Sarvat Husain
Ghazal
shabnam kii damak hai ki shab-e-maah kii devii
motii sar-e-gulzaar-e-jahaa.n rol rahii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
chamak-damak pe na jaa.o kharii nahii.n ko.ii shai
sivaa.e shaaKH-e-tamannaa harii nahii.n ko.ii shai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
saKHt nazar-fareb hai aa.ina-KHaana-e-jamaal
us kii chamak-damak na dekh, dekh bujhaa bujhaa mujhe
Anwar Shuoor
Ghazal
chamak-damak me.n dikhaa.ii nahii.n diye aa.nsuu
agarche mai.n ne ye nag raah me.n bikhere tak
Anwar Shuoor
Ghazal
damak uThii hai.n jabiine.n mire KHayaalo.n kii
lapak gayaa hai kahii.n terii yaad kaa sho.ala
Aslam Ansari
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
damak rahaa thaa bahut yuu.n to pairahan us kaa
zaraa se lams ne raushan kiyaa badan us kaa