SEARCH RESULTS
Showing search results for "दर्द-ए-जुदाई"
Ghazal MATCHES FOR "दर्द-ए-जुदाई"
Ghazal
ho taraqqii par miraa dard-e-judaa.ii aur bhii
aur bhii ai bevafaa kar bevafaa.ii aur bhii
Farogh Hyderabadi
Ghazal
Shauq Jalandhari
Ghazal
hanuuz dard-e-judaa.ii-e-yaar baaqii hai
khaTak rahaa thaa jo dil me.n vo KHaar baaqii hai
Yagana Changezi
Ghazal
fuGaan-o-aah se paidaa kiyaa dard-e-judaa.ii ko
Gazab me.n jaan ko Daalaa jataa kar aashnaa.ii ko
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
ham ko to dard-e-judaa.ii se hii mar jaanaa thaa
chand roz aur na qaatil ko ishaara karte
A G Josh
Ghazal
Gam-o-ranj-o-hirmaan-o-dard-e-judaa.ii
milaa ham ko kyaa kyaa badaulat kisii kii
Sarosh Lucknowi
Ghazal
shikva-e-dard-e-judaa.ii pe vo farmaate hai.n
ranj sahne ko hamaaraa saa jigar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
tere milne kii KHushii me.n ko.ii naGma chhe.Duu.n
yaa tire dard-e-judaa.ii kaa gilaa pesh karuu.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tum agar chho.D ga.e mujh ko to yuu.n ta.Dpuu.ngaa
saarii duniyaa ko Gam-e-dard-e-judaa.ii duu.ngaa
Qamar Jalalabadi
Ghazal
Ali Arman
Ghazal
aniis-e-dard-e-judaa.ii tiraa karam bhii nahii.n
tiraa sitam bhii to rah-rah ke yaad aayaa hai
Shamim Jaipuri
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
kabhii vo dekh le.n ai kaash dard-e-dil kii kitaab
har ek lafz me.n tiikhaa savaal hotaa hai
Dard Sironji
Ghazal
is liye kartaa nahii.n ab dard-e-dil kaa mai.n ilaaj
dard jab had se ba.Dhegaa KHud davaa ho jaa.egaa
Dard Sironji
Ghazal
laakh detaa falak aazaar gavaara the magar
ek teraa na mujhe dard-e-judaa.ii detaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
bebaak hu.aa jaataa hai ab dard-e-judaa.ii
ubhre hu.e zaKHmo.n ko dabaane ke liye aa
Arshad Meena Nagri
Ghazal
kyaa KHabar thii ye mohabbat kaa natiija hogaa
raat-din dard-e-judaa.ii me.n ta.Dapnaa hogaa
Fazal Husain Sabir
Ghazal
yahii to dard-e-judaa.ii kaa faiz hai mujh par
sisaktii saa.ns ukha.Dtii hu.ii nazar aa.ii
Azeem Hyderabadi
Ghazal
kyaa KHabar thii ye mohabbat kaa natiija hogaa
raat din dard-e-judaa.ii me.n ta.Dapnaa hogaa