SEARCH RESULTS
Showing search results for "दलदली"
Ghazal MATCHES FOR "दलदली"
Ghazal
udaas jazbo.n ke daldalii raasto.n pe 'aa.alii'
sambhal gayaa chal ke gaam-do-gaam kaun jaane
Jaleel 'Aali'
Ghazal
sat-ra.ng aasmaa.n kii dhanak hai tumhaare saath
ham daldalii zamiin yahaa.n ho ga.e to kyaa
P P Srivastava Rind
Ghazal
ab daldalii zamiin bhii to ham-safar nahii.n
dasht-e-saraab-e-sa.ng se guzraa to Dar lagaa
P P Srivastava Rind
Ghazal
bhuumii dekhii jo tho.Dii sii bhii daldalii
aa.nkh un kii vahii.n par ga.Dii dosto
Sahravan Kumar
Ghazal
sabhii gumaa.n kii daldalii zamii.n pe the
so mai.n bhii apne aap me.n utar gayaa
Amir Hamza Saqib
Ghazal
ham ko to daldalii samto.n kaa bhii andaaza thaa
ret dariyaa kii bhii maaluum thii gahraa.ii hame.n
P P Srivastava Rind
Ghazal
haath aayaa nahii.n kuchh raat kii daldal ke sivaa
haa.e kis mo.D pe KHvaabo.n ke parastaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
ik maqaam aisaa bhii aataa hai safar me.n 'javvaad'
saamne ho bhii to daldal nahii.n dekhii jaatii
Jawad Sheikh
Ghazal
Aadarsh Dubey
Ghazal
is duniyaa me.n ham jaise bhii rah sakte hai.n
is daldal par paa.nv jamaayaa jaa saktaa hai
Shakeel Jamali
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
bahut 'aziiz hai mujh ko ye KHaak-daa.n meraa
ye kohsaar ye qulzum ye dasht ye daldal
Ahmad Faraz
Ghazal
shahr tire se niklaa huu.n mai.n kuchh aise
aa.nkhe.n nam hai.n aur daldal hai kyaa likkhuu.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
Zehra Nigaah
Ghazal
ye sach hai vahm ke daldal se lauT aayaa huu.n
magar yaqiin kaa dhu.ndlaa hai aa.ina ab tak
Shakeel Azmi
Ghazal
aisaa na ho gunaah kii daldal me.n jaa pha.nsuu.n
ai merii aarzuu mujhe le chal sambhaal ke
Krishn Bihari Noor
Ghazal
mai.n zamaane ke jhamelo.n me.n dha.nsaa jaataa huu.n
us se kahiye ki vo daldal se nikaale mujh ko