SEARCH RESULTS
Showing search results for "दस्तियाब"
Ghazal MATCHES FOR "दस्तियाब"
Ghazal
ai dil kisii bhii tarah mujhe dastiyaab kar
jitnaa bhii chaahiye use jaisaa bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
har chiiz dastiyaab hai baazaar me.n 'adam'
jhuuTii KHushii KHariid ke laa diijiye mujhe
Abdul Hamid Adam
Ghazal
uThaa ke phe.nk do khi.Dkii se saaGar-o-miinaa
ye tishnagii jo tumhe.n dastiyaab ho jaa.e
Dushyant Kumar
Ghazal
vo mujh ko dastiyaab ba.Dii der tak rahaa
mai.n us kaa intiKHaab ba.Dii der tak rahaa
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
kis umr me.n na-jaane qanaa.at pasand ho
ye dil ki dastiyaab se bhii mutma.in nahii.n
Ataul Hasan
Ghazal
mujhe to is se ka.ii aadmii banaane the
parind bhii na bane dastiyaab miTTii ke
Jahanzeb Sahir
Ghazal
Osama Khalid
Ghazal
vo KHush-nasiib hai.n jin ko KHudaa kii zaat milii
hame.n ik aadmii mushkil se dastiyaab hu.aa
Inam Kabeer
Ghazal
tamaam-umr guzaarii hai in dayaaro.n me.n
KHuluus hogaa yahaa.n dastiyaab rahne do
Aslam Habeeb
Ghazal
Maisam Abaas
Ghazal
kitno.n ko dastiyaab hai kitno.n kaa rizq hai
ik chaa.nd hai jo hijr kii raato.n kaa rizq hai
Maisam Abaas
Ghazal
na jaane kyuu.n nazar-andaaz kar diyaa mujh ko
jahaa.n pe tum the vahii.n dastiyaab thaa mai.n bhii
Nusrat Gwaliari
Ghazal
ab jise dekho vahii ghuum rahaa hai baa.ndhe
dastiyaab ab kisii duukaan pe dastaar nahii.n
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
fursat us aadmii ko kahaa.n hai gunaah kii
roTii jis aadmii ko ho mushkil se dastiyaab