SEARCH RESULTS
Showing search results for "दही"
Ghazal MATCHES FOR "दही"
Ghazal
iizaa-dahii kii daad jo paataa rahaa huu.n mai.n
har naaz-aafrii.n ko sataataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
bosa-dahii kaa lutf milaa husn ba.Dh gayaa
ruKHsaar laal laal tumhaare hu.e to kyaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
jo ho sake to KHud ashko.n ko po.nchh lo 'ibrat'
kisii ke paas kahaa.n vaqt dil-dahii ke liye
Ibrat Machlishahri
Ghazal
ejaaz-e-jaa.n-dahii hai hamaare kalaam ko
zinda kiyaa hai ham ne masiihaa ke naam ko
Momin Khan Momin
Ghazal
us bazm me.n chhi.Dii jo kabhii jaa.n-dahii kii baat
us dam hamaaraa zikr bhii saudaa.iyo.n me.n thaa
Shakeela Bano Bhopali
Ghazal
hamii.n ko sau.np diye kul jahaa.n ke ranj-o-alam
kisii me.n aur hamaarii sii dil-dahii na milii
Darshan Singh
Ghazal
kabhii kaise ho 'safii' puuchh to letaa ko.ii
dil-dahii kaa magar is shahr me.n dastuur nahii.n
Safi Lakhnavi
Ghazal
magar fareb-dahii me.n darkaar hai achhuutaa-pan
tire fareb me.n aane kii baat kartaa huu.n
Shaad Aarfi
Ghazal
tan-dahii jab na kare.n kaam me.n ustaad ke ye
qumchiyo.n se na udhe.De vo phir atfaal kii khaal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
intihaa ho ga.ii aazaad-dahii kii sayyaad
ham tasavvur me.n bhii gulzaar ko dekhaa na kare.n
Bismil Allahabadi
Ghazal
dil le gayaa hai mujh kuu.n de ummiid-e-dil-dahii
zaalim kabhii to laa.egaa meraa liyaa hu.aa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
vo dilbarii kaa us kii jo kuchh haal hai so hai
aur apnii dil-dahii kaa jo ahvaal hai so hai